Dil Ki Dhadkano

Dil Ki Dhadkano
Dil Ki Dhadkano Ko Ek Lamha Saber Nhi Sayad K Usko Ab Bhi Meri Qadar Nhi Jab Safar Na Tha Hamsafer Tha Wo Ab Safar He To Wo Hamsafer Nahi
  

Jan, 25 2012     137 chars (1 sms)     949 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

kabhi tera naam lete hai Dil se hum inteqam lete hai Meri barbadiyo ke afsane Mere yaro ke naam lete hai Bas yehi ek jurm hai apna Hum muhabat se kaam lete hai.
Yu hi nahi LADKHADAYE hum Ae dost,SAMBHALNA hum Bhi Jante the,Magar THOKAR uss Pathar se lagi,JISE HUM KABHI APNA RAB MAANTE THE.
Jane lagi jab wo chhod kr hath mera, Toote dil ne himaakat kar di, Socha tha k chhupa lenge gam apna, Pr kmbakht ankho ne bgawat kar di.
Wo hi kaante mere dil ko chub jayenge. Dard aapke hatho me hoga. Par log us dard ko meri aankho me payenge.!
Chaha to zindgi se bahut kuch tha magar tuje pane ki1 pyas si reh gai chah kar b tuje pa na sake hum bas ab teri mithi si yad reh gai.
Man Se Man Ka Meet Mile Honto Ko Aisa Geet Mile Bahut Dekh Chuke Hai Makhmal Me Lipti Hui Bewafai Ab To Dil Ko Saccha Preet mile
Kuch Log Jaam Se Jaam Takrakar Peete Hai Kuch Nazaro Se Sabki Chupakar Peete Hai Sab Peete Hai Paani MilakarHam Sharab Me Aansu Milakar Peete Hai.
har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota,har nakamyabi ka matlab har nahi hota, kya hua hum unhe paa na sake sirf paane ka matlab hi pyar nahi hota.
Tanha rehkar bhi hum muskurate rahe,teri wafao ko aajmate rahe,duniya walo ne hume kahin ka na choda,khud rokar bhi hum duniya ko hasate rahe.
Iss sham ki tanhai se,iss dard ki gahrai se ye dil kuch baat kar raha hai.. Zara samjho in fizaon ki chubhan ko, tumhe koi dil se yaad kar raha hai. "
Bhigte rahte hai... Baarish me Aksar..;Kabhi mangi kisi se.. Panaah nahi..!Hasrate puri na ho... toh na sahi..;Khwab dekhna... koi gunah to nahi..
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi Teri Hi Yaad Main Gum Rahi Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai Jaise Chaahat Meri Kam Rahi