Andhere Me Tumare

Andhere Me Tumare
Andhere Me Tumare Hath Ka Chirag Hu Tufano Me Tumare Kashti Ka Sahil Hu Ae bewafa Tu Kuch Bhi Krle Lekin Me Hamesha Tere Dil Ke Pass Hun
  

Jan, 25 2012     136 chars (1 sms)     987 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Chale bhi aao ki hum tumse pyar karte hain.Yeh woh gunah hai jo hum bar bar karte hain.Log maut tak hi dilbar ki raah takte hain,Hum hai ki kabar mein tera intezaar karte hain...
Koi tumhe bhool jae to kya karoge,sari yaden mita jye to kya karoge,kisi ko chhod ne se pehle ye soch laina,koi agar tumhe chhod jae to kya karoge
Khaaye Hain Lakho Dhokhe,Ek Dhokha Aur Seh Lenge,Tum Le jao Apni Doli Ko,Hum Apne Janaaze Ko Baarat Keh Lenge.
KABHI TO YE DIL JARUR ROTA HAI JAB KOI APNA MIL KAR NAZRO SE DOR HOTA HAI KYON ROTI HAI YE KAMBHKT ANKHE DIL SE JEYADA KUSUR TO KISMAT KA HOTA HAI-
Phir aasuo k kuch fasane nikle,Maikhane se sharab k peimane nikle,Jo dil ka hal samajh hi na paye,Kyun usko hum apna zakham dikhane nikle
Taras jaoge tum mehfil-e-wafa ke liye,Kisi se pyar na kar Khuda ke liye.Jab lagegi ishq ki adalat ek din,Tum hi mujrim kahlaoge saza ke liye
ZINDAGI KI HAR KHWAHISH PURI NAHI HOTI SIRF UMEED SE HAR CHIZ HASSIL NAHI HOTI SACH HAI DIL KI LAGI KABHI NAHI BUJHTI PAR GAM SE PEHLE KABHI KHUSHI NAHI MILTI
sare sapne tod ke baithe hai sare armman chod kar baithe hai na kijiye humse waffa ki baat abhi dil ke tukdhe jod kar baithe hai .
Naseeb Naseeb ki baat hoti hai, Khushiyo ki bhi kabhi shaam hoti hai. Mushkile u hi khatam nahi ho jaati hai, Iske piche bhi kisi ki fariyad hoti hai
Khubsurat hai zindagi khwaab ki tarah jaane kab tut jaye kanch ki tarah kisi mod pe mulakat ho gai hamari to ankhen mat modna anjan ki tarah
Gam-e-zindagi ke maare hai.....! Har bazi jeet ke haare hai.....!Ye jo meri zoli me patthar hai.!Sab mere chahne walo ne mare hai.....!
pyar itna mat karna k dil reh na sake dur itna mat rehna k hum seh na sake chale jayenge itne dur tumse fir na kehna tum kuch keh na sake