Mili hai saza

Mili hai saza
Mili hai saza unse dil lagane kinazar lag gayi mere pyar ko zamane ki Kabr se nikle hue dono hath kehte hain Arzu reh gayi use gale lagane ki.
  

Jan, 25 2012     142 chars (1 sms)     1291 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kehte he jise nasib mil gya hatho s Ban k aansu jhalak gya ankho s Koi to bataye kaise bhul jau usse Jo Kbhi dur gya hi nhi in saanso Se
Jindagi Tubhi Kya Khub Hai Paheli,Kabhi Dushman,Kabhi Saheli,Kisi Ke Muthi Mein Bhar Deti Hai Asman Aur Tutate Tare Ke Raat Koi Taqta Hai Suni Hateli
Juba khamosh oR ankho me nami hogi, yahi bas ek dastan e jindagi hogi, bharne ko to har zakhm bhar jaega, kaise bharegi wo jagah, jaha TERI kami hogi..!
Andhere me rosni ka wajood shayd kahi kho gaya hai,khusi ka silsila bhi ab to ateet ho gaya hai,ik roshan shama banana chahte the khud ko hum,taki door kar saken andhere ka gum,Tej andhi ne shama ka vajood usi andhere me dubo diya hai....
Todna Hota To Rishta Na Banate,Umid Na Hoti To Sapne HumNa Sajate Aitbar Kiya Hai Aapki DOSTI pe,Bharosa NaHota To APNE DIL Ka Hisa Na Banate
Har dhadkan mein ek raz hota hain, har baat ko batane ka ek andaz hota hai, jab tak thokar na lage bewafai ki, har kisi ko apne pyar par naz hota hai.
Usne Jab Mere Sapno Ki Barat Lota Di To Hmne Uske Pyar Ki Hr Sogat Lota Di Jab Usne Mulakto K Din Lota Diye Mene B Use Milan Ki Tmam Rate Lotadi.
Tanhai Ka Usne Manzar Nahi Deka Afsos Ki Mere Dil Ke Andar Nahi Deka Dil Tutne Ka Dard Wo Kya Jaane Wo Lamha Usne Kabhi Ji Kar Nahi Dekha
Mohabbat meri unko bekrar karegi,Har dhadkan unka hi intezar karegi,Humne to unse aisa pyar kiya hai ki,Bewafai v 100 janam tak intezar karegi.
ajab shakashyat thi us shaks ki, kisi ki kami na hote hue bhi uski kami mehsoos hoti hai.
Kyon hizr ke shikve karta hai, kyon dard ke rone rotahai, ab ishq kiya to sabr bhi kar, is ishq mein yeh sab hota hai!!
Gamo se hath na milata to kya karta, aasuwo ko gale na lagata to kya karta, andero ne mangi b to roshni ki bhik mujse, fir apna dil na jalta to kya karta