har shakhs mere

har shakhs mere
har shakhs mere gam se hai bakhabar itnaa bheje the baaghbaan ne harbar kaante hi mujhe mujh ko to dushmanon ki zaroorat nahi rahi yaroon mere naseeb hi dushman sa mila mujhe
  

Jan, 24 2012     174 chars (2 sms)     934 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Husn wale khub wafaon ka sila dete hain, Har mod par ek jakhm naya dete hain, Dost” is jahan mein koi apna nahi, Jab aag lagti hai to patte bhi hawa dete hain
Roz sochti hu,aaz izhaar kar dein..Magar dar lagta hai,ki tum inkaar na kar dein,Roz dil kehta hai,keh dein dil ki baat..,Magar lagta hai tum sray aam badnaam na kar dein.
Hasnaa seeko Hasaana seeko kuch be seeko Lekin Dil thodna math seeko kyonki thode huve dil ko jodna khuda ne bhi nahi seeka.
IS RAAT KI TANHAHIYON KI BAAT LIKHOON, YA DEEDAR KO TARASTI ANKHON KA HISAB LIKHOON, TUMSE DOOR RAHNE KA GHUM BAYAN KAROON, YA PHIR APNI HI ZUBAN BAND RAKHOON
kehna to bahut kuch chahte the par is dil n kbhi sath n dia kbhi waqt ki khamosi me khamosh rahe to kbhi unki khamosi n kuch khne nahi dia
Sab kuch bhoola kar tenha reh gaya, Sab kuch loota kar tenha reh gaya phir Dukhnay lagay zakhm judaai k in ko sooola kar tenha reh gaya.
hamdardiya fuzul hai dil tutne ke bad. Khairat dijiye na hume lutne ke bad.karde maf ma meri janat ka hai sawal,janat na mil sakegi tere ruthne ke bad
Todna Hota To Rishta Na Banate,Umid Na Hoti To Sapne HumNa Sajate Aitbar Kiya Hai Aapki DOSTI pe,Bharosa NaHota To APNE DIL Ka Hisa Na Banate
Sirf-Virani Sirf-Tanhai, Zindagi Humko Ye Kaha-Le-Aai, Khwab-Sishe Ke Aur Duniya Patthar-Ki, Kho-Gayi Is Liye Rah Manzil-Ki...
Teri yadon ke khanjaron ki chubhan men gujarte hain din mere, raaton ko bistar ki silvaten hain khar(kante) bin tere.
Tanha ho kabhi to mujhe dhoond lena, is duniya se nahi apne dil se pooch lena.. apke aspas he kahi rehte hai hum, yadon se nahi to sath guzre lamho se pooch lena.
Roothe jo zindagi to manaa lenge hum Mile jo gam to nibha lenge hum Bas tum rehna saath hamaare Pighalte aansuon mein bhi muskura lenge huM