Uss ne jo mera

Uss ne jo mera
Uss ne jo mera saath naa diya. Shayad uss ki koi majburi hogi. Bewafa usse hum keh nahi sakte. Shayad meri mohabbat hi aduri hogi..
  

Jan, 25 2012     131 chars (1 sms)     956 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

gham bhi gaya, khushiyaN bhi gaye ek ek karke sab yaar chale gaye Reh gayi wo saaki ki dosti jab maikhane ke sare pehredaar chale gaye..
Jeet le jaaye koi mujh ko naseebon walaa Zindagi ne mujhe daao pe laga rakha hai
Na jane tujhpe itna yakin q hai,tera khayal bhi itna hasin q hai,suna hai pyar ka dard mitha hota he,to aankh se nikhla aansu namkeen q hai?
Bewafai karna janti tau is kadar mohabaat na karte hum Yaadon ko seene se lagaye roz roz na marte hum
Hone The Jitne Khel Muqddar K Ho Gye,Hm Tuti Nav Lekr Smndar Me Kho Gye,Khusbu Hatho Ko Chhu K Guzr Gyi,Hm Phul Saja Saja K Patthr Se Ho Gye
Meri NaKam Mohabat p Muskura Gaya Koi,mere Nasur Ko Tazi Hawa Laga Gaya Koi,Hm Izhar Na Karen, wo Iqrar Na Karen, is Haqiqat ko Afsana Bana Gaya Koi
Tum Ta'alluq Todne Ka Kahin Zikar Na Karna Jaan Me Logon Se Keh DunGa Ke Use Fursat Nahi Milti.
Wafao ke bdle hume mili bewafai itna pyar karne ke bavajud bi humne ye saza payi dil sahma sai hai,ek bat sata rahi hai usne bhula diya hume, par najaane kyu aaj fir USKI YAAD AYI HAI.
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai, sachi chahat to sada bezuban hoti hai. pyar mai dard bhi mile to kya gabrana, suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....
Main to chirag hu tere aashiyane ka, kabhi na kabhi to bujh jaunga, aaj shikayat hai tujhe mere ujaale se, kal andhere me bahot yaad aaunga..
Kitne Khubsurat The Wo Din Jab Hum Tum Kareeb The Ab Ho Gae Hum Door Ky Yahee Humare Naseeb The
Roothe jo zindagi to manaa lenge hum Mile jo gam to nibha lenge hum Bas tum rehna saath hamaare Pighalte aansuon mein bhi muskura lenge huM