Aapko bhul jau

Aapko bhul jau
Aapko bhul jau na mumkin baat he.Aapko na ho yakin ye aur baat he.Jabtak rahegi saas tabtak rahoge yaad, Ye saas hi tut jaye to aur baat he.
  

Jan, 25 2012     140 chars (1 sms)     5340 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

jeene ke aarju me log piye jaa rahe hai.. aur hum mrne ke aarju main piye jaa rahe hai...
Zakham jab mere sine k bhar jayege Ansu b moti banker bikher jayege Ye mat puchna kis-kis ne dhoka diya Varna kuch apno k chehre utar jayEGE
Khuda ki rehmat sare sansar par barse,mere hisse ki rehmat mere yar par barse,ya khuda mujhe kar dena pani agar mera yar kabhi pyas se tarse
KITNA BECHAIN HAY WO SHAKHSH MUJH SE BICHAD KER ITNI SHIDDAT SE TO MAY NE USE CHAHA BHI NA THA
Waqt ki Aanch Me Pathar Pigal Jate He, Khushi K Lamhe Gam Me Badal Jate He, Kyu Karega Hum Ko Yad Koi, Waqt K Sath Khayalat Badal Jate He...
Tum Idher Rukhsat Hue Jaan Idhar Nikli Meri Kaise Kaise Hadse Sadgi Se Ho Gye Kuch Hame Bhi Maut Ki Aarzu Thi Ishq Mein Raste Kuch Aasan Teri Be-Rukhi Se Ho Gye
Reh na paoge kabi bhulakar dekhoYakin na aata ho to aazmakar dekho Har jaga mehsoos hogi hamari kami Apni mehfilo ko kitna b saja kar dekho
gam hame jkde rahe janjir se, lad rahe hum kab talak har peer se aakhon ne aason nahi dekhe kabhi muskara rahe hai ham takdeer pe.
KAANTO ka dard phoolon ki daali hi samjhe, phoolon ka dard baag ka maali hi samjhe,Yeh kaisi 'REET' banayee kudrat ne, Deepak ka dil jale or log diwaali smjhe.
muskra kar hum jee jathe hain. laiken zeher ka piyla pee jathe hain. jaan se bhi ziyada pyaar karthe hain ke marte marte bhi hum jee jathe hain.
Kya Faayda Hua hai Ab Intazaar Karke ? ? Gardish me aa gaye hai..Hum Tumse Pyar Karke.. Is Daur me Wafa ka ..Hum Karobaar Karke.... Sunnat nibha rahe hai..Dushman se Pyar Karke....
YAAD KARTE HAIN TUMHE TANHAI MEIN DIL DOOBA HAI GHAMON KI GEHRAI MEIN HUME MAT DHOONDNA DUNIYA KI BHEEDH MEIN HUM MILYNGE TUMHE TUMHARI HI PARCHAI MEIN...