Main kyaa koi

Main kyaa koi
Main kyaa koi kavita likhun Ke main khud ek fasana ban gaya hun Kya zamane se shikayat karoon Ke main khud guzraa zamanaa ban gaya hun.
  

Jan, 25 2012     135 chars (1 sms)     971 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dil ke kareeb aa ke wo jab dur ho gaye,Sare haseen sapne chur-chur ho gaye,Humne vada nibhaya to badnami mili,Aur wo "BEWAFAI" karke bhi mashur ho gaye....
Dard se haath n milate to kya karte Gum k aansu n bahate to kya karte Usne mangi thi hmse roshni ki dua Hm khudko n jalate to kya karte.
Krta Rha Jo Roz Mujh Se Uski Burai Wo Shaks Ab Uska Tamanai Ban Gya Wo Pehle B Meri Mohabat Nahi Thi Phir Kya Hua Agar Koi Herjai Ban Gya
Ek bar mombati ke ander ka dhaga bola, main jalta hu to tu kyu piglti hai? Mombati boli,jisko dil me jagah di ho vo jab bichadta hai to ansu to nikalte hai na.
jo meri ankhon se khowab dekho to ek shab bhi na so sako ge laakh chaho na hans sako ge hazar chaho na ro sako ge
KIs kadar har taraf tanhai hai,Ujalo me andhero ki parchhai hai,kya hua jo gir gaye palko se aansu,Aaj phir Shayad yaad unki chupke se chali aayi he.
Wo Sabhi Laut Ayenge Apki Zindgi Me,Jinka Intezar Apko Aaz Bhi Hai..Mana Waqt Ne Ki Hai Bewfai Apse,Par Humari Duwao Me Asar Aaj Bhi Hai.
Wo bewfa nikle to kya hua, kuch dino ka saath to nibhaya tha, Tadapta hua chhod gaye to kya gila, Tadapna bhi to usi ne sikhaya tha.
Har shbad mein arth hota hai. Har arth mein tark hota hai. Wo kehte hain k hum haste hain , lekin hasne walo ke dil me b toh dard hota hai.....
Koi kuch na kahe to pata kya hai,Is bechain khamoshi ki wajah kya hai,Har koi chhod jata hai Tanha humein,Koi yeh toh bataye ki hamari Khata kya hai
Jamana Kuch Kahe Uska Ehtram Na-Kar,Jise-Zamir Na Mane Use Salam Na-kar,Sharab-Pee Kar Behkna Hai To Na Pee,Halal Hai Cheez Use Haram Na Kar
Ruth gya hai mujhko manane waala Ab koi nahi naaz mera uthaane wala Per jaane kya sonchta hai Yeh khula darwaaza Shayad rasta bhool gaya, aaane waaala