Har khushi Hai

Har khushi Hai
Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein, Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi. Din Raat Daudti Duniya Mein, Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.
  

Jan, 25 2012     126 chars (1 sms)     1223 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Duniya mein bewafaon ki kmi nahi hai.Ab suraj ko hi dekh lo Aata hai Usha ke saath,Rehta hai Kiran ke saath, Aur jaata hai Sandhya ke saath!
Zamee pe nahi yaar, dilon pe raaj kar Har soorat-e-wafaa ka hardam riyaaz kar naa paa sakaa muhabbat iska na gham banaa jo de saka muhabbat uspe tu naaz kar..
Bhig jati hai palke tanhai me, darte hai koi jan na le, pasand karte hai tej barsat me chalna, kyuki kahi rote hue koi pahchan na le...
Badi udas hai zindgi tere bin nahi h kuch mere paas tere bin andhera ho ya ho ujala.. aata nahi kuch b raas tere bin
pyar itna mat karna k dil reh na sake dur itna mat rehna k hum seh na sake chale jayenge itne dur tumse fir na kehna tum kuch keh na sake
Apke liye hamare dil me kuch khas jaga hai, Har pal apke paigam k aane ki aas hai, Bhejte rahiye yunhi sms, Bus apke bheje huwe alfaz me mithas bahut hai.
Woh nadiyan nahi aansu they mere, jinpar woh kashti chalate rahe. Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe.
Who gujar jata hai jhonke ki tarah Milne aata hai na milne ki tarah Maut se seekh raha hoon jina Doobta dil bhi hai ek tinke ki tarah
Dil ko aata hai jab b khyal unka,Tasvir se puchte hai fir haal unka,Wo kabi hmse pucha krte the "JUDAI" kya hai,Aaj smaj aaya hai swaal unka
Kaun chahta hai kisi se DiL lagana Magar ye pyar 1-din sabko ho hi jaata hai Kaun chahta hai apna DiL dukhana Magar ye pyar sabko Rona sikha hi deta hai...
Hum kisi ki mohabat ka jawab kya de,Khamosh labon ko awaz kya de,Khud mit chuke hai kisi ki mohabat me,Kisi ko pyar ki saugat kya de.
Ye armaan to kaanch ke tukde hai,, jo dil ki zameen par bikhre hai,, in ko mat chedo ke zakham gahere hai,, is pe aaj bhi kisi ki yaad ke pahere hai.