Jab zindgi samajh aai to zindgi se door the hum marna chaha par jeene ko majbur the hum har saza kbul ki humne sar jhuka kar kasur itna tha k beksur the hum
Chale b aao hum tumse pyar karte hai,ye wo gunah hai jo hum bar bar karte hai, jala ke Rahe mohabat me hasrato k chirag,bus sada tere ane ka intezar karte hai.
JAB BHI APSE MILNE KI TAKDEER NAZAR AYI MUJHE PAVON MAIN BANDHI ZANJEER NAZAR AYI TERI YAAD MAIN NIKAL PARE MERE AANSUHAR AANSU MAIN TERI TASWEER NAZAR AYI.
Hum jise dekhne ke liye jiye ja rahe hai.wo parde pe parde kiye ja rahe hai.tajjub ki baat to yeh hai yaro hum abhi mare nahi aur wo kafn pe kafn siye jarahe h