Hum Laga baithe

Hum Laga baithe
Hum Laga baithe the dil pathar se,tut gaye yeh khuda ki rza hai.Ungliya dubi hai apne hi khun se,Yeh kanch ke tukre Uthane ki saza hai
  

Jan, 25 2012     134 chars (1 sms)     1272 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Vade karte hain, kasme khate hai, phir bhi na jane kyu log saath chod jate hai, hame to taklif hoti hai phul todne mein bhi, na jane log dil kaise tod jate hai.?
Jisne humko chaha, use hum chah na sake,Jisko chaha usae hum pa na sake, Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,Kisi ka toda aur apna bacha na sake.
Tut jaate hai kabhi gaherein rishtey bhi, Gair ban jaate hai pal bhar mein apne bhi.
Ret ke saher me asiyana banya tha Kagaj ki kasti ka sahara banaya tha Joka hawa ka sabkuch uda legaya Sayd hamane hi rista kamjor banaya tha
gam hame jkde rahe janjir se, lad rahe hum kab talak har peer se aakhon ne aason nahi dekhe kabhi muskara rahe hai ham takdeer pe.
Barson ho gaye raakh bane huwe Par dhuaN uthta baar-baar Q hai.Mohobbat dard bankar reh gayi Ashqon ka sailaab tutta baar-baar Q hai.?
Lut jaati hai duniya humhari tanhaiyon ko dekhkar, jis tarah lut jaateen hai lehren kinara ko dekhkar. tumbhi sahara na dena mere janaaze ko, kaheen zinda na ho jaun tumhara sahara ko dekhkar..
Kuch aaj waqt ka andaz he Dilme dard abi taza he Gir padte he ansoo mere kaagaz par Lagta he kalam me shayari kam aur dard zyadaa he..!!
Dil ke zakhmo ki sifarish na hui,humari muskan ki faramaish na hui. jise dekhne ko tarsati rahi aankhe unhe humse milne ki khwahish na hui..
nigahen mila ker kiya dil ko zakhmi,adaayen dikha ker sitam dha rahi ho,wafaoo ka khub badla diya hai,tadapta hua chod ker jaa rahi ho.
Mehfil me teri aaye hai to pee kar hi jayenge,pyaar tujhse kiya hai to dil de kar hi jayenge,jeete ji tujhe rota na dekh payenge,maut ke baad bhi tujhe hasta chod jayenge.
Daniswaro ka dil hu, khirat ka khyal hu, Jo hal na ho sake kabhi aisa sawal hu, pagal bana diya he muje tere intejar ne, me tere intezar ki zinda misal hu.