Duniya k liye

Duniya k liye
Duniya k liye to tamasha ban gaya, Dekhte hi dekhte mera jaha Jal gaya, Logo ke dil ko mili tapish dosto, Jab aag me mera aashiyana jal gaya.
  

Jan, 25 2012     141 chars (1 sms)     1045 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Gham ke Sagar mein Tinke Khushiyon ke doondh raha hun, Mein Jeena chatha hoon phir bhi Yaaron Doob raha hun. .......
Jamana Kuch Kahe Uska Ehtram Na-Kar,Jise-Zamir Na Mane Use Salam Na-kar,Sharab-Pee Kar Behkna Hai To Na Pee,Halal Hai Cheez Use Haram Na Kar
Rona pdta hai ekdin muskrane k baad,yaad ate he vo dur jane k baad,dil to dukhta hi hai uske lye jo apna na ho ske mohabbt jtane k baad
khone gijar mera akhir kuch to rang layega, ye gujra hua jamana kabhi tujko bhi yaad aayega, tu bhi beth kar royegi deewano ki tarah, jab tere bhi armano ka sare aam katal ho jayega
Jab suraj dhalta hai toh aasman ka rang badal jata hai; Jab kismat badalti hai toh logo ka dhang badal jata hai.
Anjane me hum apna dil gawa betheis pyar me kaisa dhoka kar bethe unse kya gila kare bhul hamari hi hjo bina dilwalon se dil laga bethe
Dil ka ye kaisa zor nazar aata hai. Hosh hone par behosh nazar aata hai. Meri aankho pe tera jadu nazar aata hai. Mera aaina teri tasvir ban jata hai
Dil na umid to nahi, nakam hi to hai, Lambi hai gam ki shyam magar, shyam hi to hai.
Har Udaasi Dil Par Chayi Hui, Har Khushi Hai Mujse Ghabrai Hui, Aur Kya Rakha Hai Zindagi Ke Daaman Me, Chand Kaliya Hai Vo Bhi Murjhaai Hui
Palkon se bah kar jab assoo aaten hai , Aap kya jane aap hume kitne yaad aaten hai , Aaj bhi us mod par khade hai ,Jab apne kaha tha hum abhi aaten hai
Maine tujse tujhe maanga tha Tune mujhse mujhe cheen liya wada kia tha k sajegi apni mehfil ek din pata na tha wo mehfil me tm na hogi
Hansi hoton se gayi hansa sakta hai kon, Need ankhon se gayi sula sakta hai kon. Jab ag lagjati hai gharon mai to log pani se bhuja lete hain, Lekin dil ki lagi aag bhujha sakta hai kon.