Bita Lenge Tere

Bita Lenge Tere
Bita Lenge Tere Intzar Me Zindagi,Tu Ek Bar Aane Ka Vaada To Kar,Hum Bana Lenge Apne Hatho Se Kabr Apni Tu Chirag Jalane Ka Vada To Kar.
  

Jan, 25 2012     136 chars (1 sms)     1099 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

teri yaadon ka sahara lekar gum galat kiye humne zindagi ke adnaame pe aaj khoon ke dastakhat kiye humne.
Jab bhi tum pukaroge,hum daude chale aayenge.,kafan me lipte chita se uth kechale aayenge.,agar jal gaye to koi gum nhi dost,rakh banke hum udte chaleaayenge.
Woh Nazar kahan se laun jo tumhe bhulade, Woh dawa kahan se laun jo is Dard ko mitade, Milna to likha hota hai Taqdiron me Par, Woh Taqdir hi kahan se laun joh Hum Dono ko milade…
Dost to rukhsat ho jate hain, Par kuch yado kai daayre ban jate hain, Bhul jana to insan ki fitrat hai, Par kuch acche dost yado mai bas jate hai
Tanhaiyon ne jab bhi unhe sataya hoga,Tab tab unhe mera khayal aya hoga,Gam ye nahi ki wo bhool gaye hume,Gam ye hai ki ro-ro k bhulaya hoga
Mere Jineke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai . Dil Ke Kalam Se Likhi Ye Dastaan Hi Kafi Hai. Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorat-E-Nazneen, Qatl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai
Kuch Beete Hue Lamhon Se Mulakat Hui, Kuch Toote Hue Sapno Se Baat Hui. Yaad Aaye Woh Kisse Purane Jab Aankhon Se Boondon Ke Barsaat Hui.
Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat hi kiya karo, itne bhi gair na samjo ki baat hi na kiya karo, call nahi to miss call hi kiya karo!
Fursat kise he jakhmo pe marham lagane ki,nigahe badal gayi apne aur begaane ki,tum na chhodna dosti ka saath kabhi,warna.tamanna na rahegi naye.dost banane ki.
Banke ehsas meri dhadkan k pas rehte ho Tasveer banke meri ankho k pas rehte ho Aaj puchna he 1 sawal tum se Dur hoke kya tum B udas rehte ho
Nafrat thi hamse to izhar kyu kiya? Dena tha zaher to pyar kyu kiya? Dekar zaher kehte hai ke pina hi hoga,Aur jab pi gaye zaher to kehte hai ab jina hi hoga.
Kuchh paya tha kuchh khoya tha, Bas ye sochkar dil bahot roya tha_Par aaj hum ye soch kar khamosh hai, Ke jo khoya hai kya sach me kabhi paya tha?