Has Ke Milate

Has Ke Milate
Has Ke Milate The Kabhi..Ab Mil Ke Hasate He..Vo Bhi Kya Maherbaani Thi..Ye Bhi Kya Maherbaani He.
  

Jan, 25 2012     98 chars (1 sms)     1005 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum. Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum..
Aaten Jaaten Wo Humhe Nishani Degayi, Umarbhar Dohora Saku Aisi Kahani Degayi, Usse Mein Kuch Paa Saku Aisi Kaha Thi Ummeed, Shukar Hai Khuda Ka Wo Meri Aakhon Mein Paani Degayi.
Pyar Mien Humne Kya Paya Kabhi Khud Roye To Kabhi Aap Ko Rulaya Zulm Pe Zulm Karti Gayi Duniya Aur Ek Main Tha Jo Uff Bhi Na Kar Paya
Takdir bananevale ne kami na ki,Takdir bananevale ne kami na ki,Ab kishko kya mila ye mukdar ki baat hai.
Nazar ne nazar se mulaqat kar li, rahe dono ek dam khamosh par phir bhi baat karli. kuch samay baad mohabbat ki fiza ko tab jana jab khud ko akela paya, aur tab mere in aankhon ne ro ro ke barsaat kar li.
Kadam yunhi dagmga gaye raaste se, warna sambhlna hum bhi jaante the, thokar bhi lagi to us pather se, jise hum apni zindagi maante the.
Hun aakash taleey fir bhi, kyo ghutan nahi jati. Chehre pe aa gai jo, kyo shikan nahi jati. Lo chand ne bhi thanli hai dushmani humse, kyo CHANDNI mere ghar aangan nahi aati..
Ik boond sharab mein tumhaari nasha dontha ho, Isi bahane hum har roz ek mehfil doontha hoon, Bewaffai ka zakhm to chupalaete hain yaaro, Par un yaadon keliye ek kafan doontha hoon"
Tanhaiyaan bhi naa mayassar ki hum jee bhar k role, Manale gham thora sa, k ansuoN ko bhar bhar ke role,
Kabhi kisi se jikar e judai mat karna.Is DIL se kabhi ruswai mat karna.jab dil uth jaye humse to bata dena.Na bata kar bewafai mat karna.
Dubti Nav Ka Kahi To Kinara Hoga, Hum B Dhund Lenge Jo Hamara Hoga,Dilo Ka Sauda Karne Walo Se Itna Kehdo, Hamara Janaza B Teri Barat Se Badhkar Hoga.
Asman ko pata tha k raat kya hoti h juba ko pata tha k baat kya hoti h ab tak anjan tha jin thapedo se me wo bewfa bata gayi k bewafi kya ho