Tera pyar jitne

Tera pyar jitne
Tera pyar jitne ka intezar hetu kare mera intezar is bat ka intezar he Hum ankho se dil me utar jayengebas teri nazar uthne ka intezar he
  

Jan, 25 2012     137 chars (1 sms)     1059 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ishq sabhi ko jeena sikha detha hai, wafa ke naam par marna sikha deta hai,Ishq nahi kiya tho kar ke dekho,Zalim har dard ko sehna sikha deta hai.....--
Kashti behti hai kinare ki talaash mei, Log milte hai pyar ki aas mei, Hum roz milte nahi aapse magar..... Waqt bitate hai aapki yaad mein!! :)
Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Is ghum ke mausam mein, mera dil ro raha hai Aur alam kuch is tarah ho raha hai Hum jaag rahe hain, sara jahaan so raha hai
Jo hua uska kabhi gam na kar, Ro Ro k apni ankhen nam na kar, Zindgi ka khel nirala hai par Ek andhere se apne ujale ko kam na kar.
Meri ZINDAGI k RAAZ mai 1 RAAZ TUM b ho Meri BANDAGI ki PYAAS mai 1 PYAAS TUM b hoTUM kya ho, kuch to ho! Ya nahi ho Magar Meri ZINDAGI k KAASH me 1 KAASH TUM b ho
Agar hum ek ansu hote,to apki ankho se nikal kar marna pasand karte,aur agar aap meri ankho k ansu hote to vada he dost hum jindagi bhar na rote.
Agar rakh sako to ek nishani hu me,Aur kho do to sirf ek kahani hu me,Rok paye na jisko ye sari duniya,Wo ek boond ankh ka pani hu me.
Zindagi Me Ithna Bhi Dur Nahi Jana, Ki Hum Kabhi Aapse Mil Na Paye. Hame Yuhi Yaad Karte Rehna Kahin Hum Aap Ke Dil Se Nikal Na Jaye.
sare sapne tod ke baithe hai sare armman chod kar baithe hai na kijiye humse waffa ki baat abhi dil ke tukdhe jod kar baithe hai .
Jinki tamana dil me thi, Judai ab hum unki sehete hai. Furat nahi unhe humse baat karne ki, Is liye hum har waqt khamosh se rehte hai.
Ye Theek Hai Nahi Martaa Koi Judaai Me Khudaa Kisi Se Kisi Ko Magar Judaa Na Kare Sunaa Hai Usko Mohabbat Duuaayein Deti Hai Jo Dil Pe Chot To Khaaye Magar Gilaa Na Kare
Ek din lehron k phool bhi murjha jayenge, Had se bhi zyaada hum tumhe yaad aayenge. Ehesaas hoga jab tumhe mere pyaar ka, Hum iss duniyan se door chale jaayenge