Halaat-e-gam

Halaat-e-gam
Halaat-e-gam me beh gaya jo aansu Wo zindgi me fir kabhi N behne paya Tuqde apne wajood k roz jodta hu mai Usne mere dil ko aisa bikhraya
  

Jan, 25 2012     137 chars (1 sms)     1223 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Woh To Khushbu Hai ..!! Hawaoon main Bikhar Jayega ...!! Masla phool Ka Hai ..!! Phool Kidhar Jayega ..!! Hum To Samjhe The Ke Ek zakham Hai Bhar Jayega ...!! Kya Khabar Thi Ke Rug-E-jaan main Utar Jayega
Jab bhi kisi ko kareeb paya hai, kasam khuda ki wahin dhokha khaya hai. Kyon dosh dete hein hum kanto ko... Zakham to humne phulo se paaya hai.
Hamare Anso Poch Kar Wo Muskrate Hai Isi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hai,Hath Unka Chu Jye Hamare Chehre KoIsi Umeed Mai Hum Khud Ko Rulate Hai.
“Zulfon KO failaa kar, jab koi mehbooba kabar par roti hai to mehsoos hota hai ki maut bhi kitni haseen hoti hai...
JAB BHI APSE MILNE KI TAKDEER NAZAR AYI MUJHE PAVON MAIN BANDHI ZANJEER NAZAR AYI TERI YAAD MAIN NIKAL PARE MERE AANSUHAR AANSU MAIN TERI TASWEER NAZAR AYI.
Zakhm aisa diya koi dawa kaam na aayi,Aag aisi lagai ke paani se bhi na bujh paayi,Hum aaj bhi rote hai unki yaadon me,jinhe hamari yaad aaj tak na aayi.
Ishq krte the hum,logo ne nafrt karna sikha diya,jis chehre ko dekh kar haste the usne rona sikha diya,ham to marna chahte the,maut k intzar ne jina sikha diya.
Halaat-e-gam me beh gaya jo aansu Wo zindgi me fir kabhi N behne paya Tuqde apne wajood k roz jodta hu mai Usne mere dil ko aisa bikhraya
Tum badle, jahan badla, badli nazar zamane ki Yeh Aansu char baqi rah gaye, nishani dil lagane ki
Hum na hote to, Kisi aur ke charche hote, Na hota jo yeh ishq, To koi aur gham ke bahaane hote...
Maikhane mein jam tut jata hai, Ishq mein dil tut jata hai, Na jaane kya rishta hain dono mein. Jam tute to Ishq yaad aata hai, Dil tute to Jam yaad aata hai.
Fir aasuo ke kuch fasane nikle, Maikhane se sharab ke peimane nikle. Jo dil ka haal hamara samajh hi nap aye, Kyu usko hum apna zakhm dikhane nikle.