Wo Mere Dil

Wo Mere Dil
Wo Mere Dil Ki Kitab Ajeeb Thi Jisme Sirf Uska Hi Naam Likha Tha. Kehne Walo Ke Liye Sirf Naam, Par Us Kitab Mein Mera Haal Tamam Likha Tha.
  

Jan, 25 2012     140 chars (1 sms)     964 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Agr sath do sanam to apne zakhmon ko se lu bebasi ke lamhe ko pee loo 1bar muskura ke to dekho shaayad isi bahane do ghadi aur jeelu.
Palko K Nami Me Chupa Kar Sapno Ko Humne Unhe Jaane Ki Izazat Dedi Hum Tut Kar Bikhar Gaye Tukdon Me Aur Humne Unhe Hansne Ki Izazat dedi
rone ka to aalam aisa tha, hum jhoom ke saawan tak pahoonche, do char hi aansoon aise the, jo aap ke daaman tak pahoonche...
Teri yadon ke khanjaron ki chubhan men gujarte hain din mere, raaton ko bistar ki silvaten hain khar(kante) bin tere.
kyun itna gam judaai ka hai tu liye huye, yaadon k apni palko pe jugnu liye huye, is dour-Ae-purfraib me hairat ki baat h, baitha hai tu wafaao ki khushboo liye huye….
Tere Pyar Ka Saya Suhana Lage, Ek Pal chura lu Agar Bura na lage Tu chahe bhool jaye ek pal me mujhe par tujhe bhulane me shayad jamana lage
Kab tak teri judai ke sadme uthau me;Tu kuch asa suluk karke tujhko bhul jau me;Dil mera najuk he aay sangdil sanam;Na or tadpa ke tut ke bikhar jau me;
Bada Arman Hai Tujh Sang Zndgi Bitane Ka, Shikwa H Bs Tere Khamsh Rah JaneKa, Diwngi IsSe BadhKar Kya Hogi MereYar, Aj B Intzr H Tere Laut K AneKa..
Bite pal wapas la nahi sakte, sukhe phul wapas khila nahi sakte, kabhi kabhi lagta hai aap hame bhul gaye, par dil kahata hai ki aap hame bhula nahi sakte...
Muddat hui koi shaqs rulane na aya,In jalti ankho ko bujane na aye,Kehte he 7jiyenge 7marenge Ruthe the 1 din aur aajtak koi manane na aya
Bichhadne k Baad kabhi Mile zindgi me kahi,Dekh kar Nazar yaar Na Jhuka Lena'Dekha Hai kahi Apko shayad'ye Keh kar Hi Haath Mila Lena.
Kyu banate hai hum aise riste Jo pal do pal me tut jate he Wada to karte he umr bhar saath nibhane ka Pr chhote se tufan me bikhar jate hai.