Hothon pe ulfat

Hothon pe ulfat
Hothon pe ulfat ka naam hota hai ankhon me chhalakata jam hota hai talwaaron ki zarurat vaha kise jahan nazaron se Qatl-e-Aam hota hai.
  

Jan, 25 2012     135 chars (1 sms)     1483 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Wo hi kaante mere dil ko chub jayenge. Dard aapke hatho me hoga. Par log us dard ko meri aankho me payenge.!
Mana K Mera Katil Wohi Tha Sare Shehar Me Tarif K Kabil Wohi Tha,Kehta Tha Tera Hoon Tera Hi Rahunga par Lagi Jo Dushmano Ki Mehfil To Sab Se Age Bhi Wohi Tha
Pyar Mien Humne Kya Paya Kabhi Khud Roye To Kabhi Aap Ko Rulaya Zulm Pe Zulm Karti Gayi Duniya Aur Ek Main Tha Jo Uff Bhi Na Kar Paya
Darr to zindagi ka he Maut se kaun darta he Yakeen e mohabbat,Umeed wafa kis per kare Darr to apno ka he ghayro se kaun darta he...
Chandni raato me saara jaha sota hai.Kisiki yaado me koi badnasib rota hai.KHUDA kisi ko mohabbat pe fida na kare,agar kare toh qayamat tak juda na kare.
Rishta apno se yu nibhaya jata hai...Ashq pikar bhi muskuraya jata hai.!Chita jalakar khud apne khwabo ki...Chaman apno ka sajaya jata hai..!!
KAASH Yeh Zindagi Hasin Hoti, Chahne Se Har Dua Kabul Hoti, Kahne Ko To Wo BEWAFA Apni Thi, KAASH Uss Ko Mere Dard Se Kabhi Taklif Hoti..
pyar itna mat karna k dil reh na sake dur itna mat rehna k hum seh na sake chale jayenge itne dur tumse fir na kehna tum kuch keh na sake
Iss sham ki tanhai se,iss dard ki gahrai se ye dil kuch baat kar raha hai.. Zara samjho in fizaon ki chubhan ko, tumhe koi dil se yaad kar raha hai. "
Kismat ruth gayi dil ke tar tut gaye aap jo ruth gaye sapne bhi tut gaye baki rahe khazane mein do aasu yaad aapki aayi to wo bhi lut gaye..
MOHABAT KA AJIB KAROBAR HUMNE KIYA,WO BEWAFA SAHI MAGAR PYAR HUMNE KIYA,WO CHOD GAYE TO MAT KAHO BURA UNKO,KASUR UNKA NAHI AITBAR HUMNE KIYA......
Majburi kya h unhone batai to hoti,Judai ki bat u sunai to hoti,Kabr ki mitti b de dete unhe,Meri mout ki khwaish jatai to hoti.