Tadap Uthte Hai

Tadap Uthte Hai
Tadap Uthte Hai Unhe Yaad Karke, Jo Gaye Hai Hame Barbaad Karke, Ab To Itna Hi Talluk Rah Gaya Hai, Ki Ro Lete Hai Unhe Yaad Karke
  

Jan, 25 2012     130 chars (1 sms)     1040 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Raat itni haseen thi Ke saare so rahe the Hum hi aise badnaseeb the Jo aap ki yaad main ro rahe the
Ajnabee shaher me ajnabee log,meri tanhai par muskurate rahe,main bahot der tak saheta raha,aur wo mujhe baar aajmate rahe.
Aap ki Baat Maan Li Humne,Apne Hatho Hi Apni Jaan Li Humne,Aaj se Bhool Jaayenge Hum Aapko,Aaj se Ye Bhi Apne Dil Me Thaan Li Humne..............
Tumhe bhulanein ki koshishen Tamaam nakaam ho rahi hain Kisi ne zikr’ wafa ka kiya To Zubaan pe tera hi naam aaya
Sapnon ki tarah aakar chale gaye, apnon ko bhulakar chale gaye. Kis bhool ki sazaa di aapne humein, pehle hansaya phir rula ke chale gaye
Kisi ko meri yad aye ek arsa hua,koi hai bekhabar to koi tarsa hua,khamosh hai ye dil ye aankhe meri,jaise khamosh ho koi badal barsa hua
Raste Mile Bhi To Uss Vakt Jab Hum Manjil Kho Bethe The, Aap Mile Bhi To Uss Vakt Jab Hum Kisike Ho Bethe The...
Jaanta Hu Ke Bewafa Hain Who, Fir Bhi Dil Ke Haatho Fareb Khata Hu. Roz Kehta Hu Ki Bhool Jaaunga Usko, Roz Isi Baat Ko Bhool Jaata Hu.
Tu Naam Ka Darya Hai Rawani Nahi Rakhta,Badal Hai Wo Khokhla Jo Pani Nahi Rakhta,Ye Akhri Tasvir Akhri Khat Bhi Le Ja,Mai Bhul jane walo ki nishani nahi rakhta
Tum muhabbat ko khel kehte ho, humne barbaad zindagii kar lii.ham nahi jaante chiraaGho nekyo? andhero se dostii kar li
Hasino ne hasin bnke gunah kia auro ko to thik humko b tabah kia pesh kia jab gazalo me unki bewafai ko auro ne to thik unhone b wah wah kia.
Sheeshe ke gharon main dekho to Putther dil wale buste hain Jo pyar ko khail samajhte hain Aur tor ke dil ko haste hain