Meri tanhaiya karti

Meri tanhaiya karti
Meri tanhaiya karti hai jinhe yaad sada,unko bhi meri jarurat ho jaruri to nahi,Muskurane se bhi hota h byan Gum-E-Dil,ashk aankho me ho jaruri to nahi.
  

Jan, 25 2012     152 chars (1 sms)     983 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Nahi chahie MUJHE aisa koi tohfa,Jo meri UMAR badha de,De de MUJHE aisi koi dua,Jo mujhe chain ki NIND sula de.
Ishq ka jahan benam hota h,Tadpna ishq me aam hota h,Khushnasib ko kabhi ishq ho nahi sakta,Ye to badnasibo ka kam hota h
Zaruri nahi jeene ka sahara ho,Jise chaho wo hamara ho,Doob jaye kashti meri to parwah nahi,Bus dubne tak tera sath ho.
Tum badle, jahan badla, badli nazar zamane ki Yeh Aansu char baqi rah gaye, nishani dil lagane ki
muje aaj hi pila de mat tal kal par saki, ki chalak na jaye kal tak mera jam E jindgani.
Lekar hum dusro ke hasi kya kare jo apni nahi woh khusi kya kare isse to behtar hai mar jana hume jab saath woh nahi to zindagi jeekar kya kare
Har ek muskurahat muskan nahi hoti.! Nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti.! Ansu khushi ke gham ke hote hain ek jaise.! In ansuon ki koi pehchan nahi hoti.!
Ankhein khuli ho to chehra tumhara ho, Aankhein bandh ho to sapna tumhara ho, Mujhe maut ka dar na hoga, Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho.
Tut jaate hai kabhi gaherein rishtey bhi, Gair ban jaate hai pal bhar mein apne bhi.
Mar Jaonga Bakhsis Ki Dhuai Nahi Doonga Sacahi Ka mujrim Hoon Safai Nahi Doonga Mer k Bhi Meri Rooh Tere pass Rahe Ge Mein Samne Aa Ke Bhi dikhai Nahi Doonga
Dil Ne To Uunki Har Baat Ko, Apne Seene Se Lagaa Liya.. Par Uunhone Jara Si Baat Par, Mujhe Nazaron Se Gira Diya..
Ye raat itni tanha kyun hoti hai, kismat se sabko shikayat kyun hoti hai, kabhi jo mile khuda to puchna usse, jise paa nahi sakte, usise mohabbat kyun hoti hai?