Hausle Zindagi Ke

Hausle Zindagi Ke
Hausle Zindagi Ke Dekhte hai..Chalo Kuch roz Jee ke Dekhte hai..Baarishonse to Pyas buzhtee nahin..Aao Ab Zeher Pee ke Dekhte Hain..!
  

Jan, 25 2012     133 chars (1 sms)     1167 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Har kadam pe uski hi yad aati hai,Ab to roye bina hi aankh bhar aati hai,Uske bina kya halat ho gai,abto har ek pal me maut nazar aati hai.
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hain ki unse pyar kiya karte hain, Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha, Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain
Ishq Karna To Eisa Hai,..!!Jaise Mout Se B Badi Saza Hai..!!Kisi se kya shikayath kare..!!Jabke apni kismat hi "BEWAFA" hai..
Wo Jo Aaj Hum Se Nafrat Karte Hai Hum To Aaj Bhi Sirf Un Par Marte Hai Nafrat Hai To Kya Hua Yaaro Kuch To Hai Jo Sirf Wo Hum Se Karte Hai
Kitne Parwane jale raaz Ye jaan Ne K liye Shama jalne K Liye hai ya jalane K liye Ronewale tujhe rone Ka salika hi nh iAsk Pine K liye hai ya bahane K liye.
PADE HAIN DOOR TAK DIL PAR KINHI KADMON KE NISHAN NISHAN GAHRE HUE JATE HAIN , MITAE NAHIN JATE, HAI ARZU DIL MEN KI TOOT JAE DHEERAJ JAHANE DIL MEN, AB ZAKHM SAMAYE NAHIN JATE.
Tanha Chod Kar Humko Hosla Bhi Dete Ho,Saans Cheen Kar Jeene Ki Dua Bhi Dete Ho,Ek Taraf Judai Ka Ghum Bhi Jari Hai,Aur Muskurane Ka Mashwara Bhi Dete HO.
Ye armaan to kaanch ke tukde hai,, jo dil ki zameen par bikhre hai,, in ko mat chedo ke zakham gahere hai,, is pe aaj bhi kisi ki yaad ke pahere hai.
Na pucho humse koi baat ki zindagi khud ek sawal banker eh gaye hai, Dard itne hai seene me ki khushi ek khayal ban ke reh gaye hai.
Teri Judai Me Dil Bekrar Na Karu Tu Hukum De To Tera Intezar Na Karu Bewafai Karni H To Is Kadar Karna Ke Tere Bad Me Kisi Se Pyar Na Karu.
Todna tute hooye dil ka boora hota hai, Jiska koi nahi uska khuda hota, Log naahak hi kisi aadmi ko bura kahte hai, Bura aadmi nahi, bura waqt hota hai!
Kadam yunhi dagmga gaye raaste se, warna sambhlna hum bhi jaante the, thokar bhi lagi to us pather se, jise hum apni zindagi maante the.