kisi ko itna

kisi ko itna
kisi ko itna chahat de na paaye aasma ko zamee par la na paayeye dil hi to tha jo kisi par aaya hi nahi carvan tha mere saath aur hum hi kadam mila na paaye
  

Jan, 25 2012     156 chars (1 sms)     924 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

zindagi gamo ka pulinda hai, khushiya aaj kal chuninda hai, kabhi yaad kar liya karo iss nacheez ko yaar, yeh shaks abhi tak zinda hai
tanhai mein rote hain wo, hothon pe tabassum hai to kya hua... zindagi jeete hain wo, har zahar peete hain to kya hua... aaj bhi apni parchhaiyon mein dhoondta hoon use... yaad to taaza hai hum maazi (past) hue to kya hua... :-)
Aagar Bhigne Ka Itna Shaukh Hai Barish Mein To Dekho In Ankhoo Mein, Baarish To Har Ek Ke Liye Barasti Hai, Ye Ansu Sirf Tumhare Liye Baraste Hain..
Kisi k pyar me gehri chot khai hai, wafa se pehle hi bewafai pai hai, log to dua mangte hain is haal me marne ki, par humne uski yadon me jine ki kasam khai hai
Jin halat me rakhoge reh lenge, Ek teri khushi ki khatir zulm she lenge. Kasur kiska hai yeh tum jaante ho, Har khata ka mujrim khud ko keh lenge
Jinki tamanna dil me thi,judai ab hum unki sehte hain,fursat hi nahi humse kuch batein karne kiislie ab hum har waqt khamosh rehte hai
Umr bhar Dil ko jalana padega teri judai ka dard sehna padega Tum to unke sath Rahoge Hume to Aakele hi jeena padega...
Wo hi kaante mere dil ko chub jayenge. Dard aapke hatho me hoga. Par log us dard ko meri aankho me payenge.!
Barbad kar geya wo zindagi pyar k nam se bewafai mili sirf wafa k nam se zakhm he zakhm diay usne dawa k nam se khud bi ro para wo meri mohabat ke anjam se
Ashq beh beh ke mere khaak pe jab girne lage, Maine tujhko tere daaman ko bahut yaad kiyaa, Yoon bhi ek din tujhe barbad to hona tha, Naaz kar naaz ke us ne tujhe barbaad kiya.
Judai har pal mehsus na hoti, kash wo itni majboor na hoti,waqt bana deta hai insan ko bewaffa warna mohabbat itni mashhor na hoti…
Barbad Jo Kare Koi Zindagi Pyar Ke Naam-Pe,Bewafai-Jo De Jaye Wafa Ke Naam-Pe,Zakhm-Jo De Jaye Dawa Ke Naam-Pe,Khuda-Bhi Ro Pade Aise AnJam-Pe