Akaash ke taaron mein khoya hai jahan saara, lagta hai pyara ek ek taara. In taaron mein sabse pyara hai ek sitara, jo is waqt padh raha hai SMS hamara.
Khayalo ko kisi aahat ki aas rahati hai, nighao ko kisi surat ki pyas hoti hai, tere bin kisi cheez ki kami to nahi, magar tere SMS bin tabiyat udas rahati hai...