Jaise taaro ke

Jaise taaro ke
Jaise taaro ke saath hai, vaise sache dost ke sath vishwas hai, dil ki nazaro se dhundoge agar, hum har waqt apke paas hai...!
  

Jan, 24 2012     126 chars (1 sms)     1177 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ek alag si pehchan banàne ki aadat hai Hùme Zakhm hö jitna gehra utna muskurane ki adt hai Hùme Sab kùch luta dete hai Dösti me Q k Dösti nibhane ki adat hai hume
PHOOL bankar muskurana zindagi hai.. MUSKURA ke gum bhulana zindagi hai.. Mil kar khush hue to kya hue.. Bina mile rishte nibhana zindagi hai..
Jindagi 6oti Or Jina Aasan He,Sath Nibhana Bada Muskil Kam He,Magar Ye Vada Raha Jabtak Jindagi Hamare Paas He,Hum hamsafar Bankar Aapke SAATH He
Sache Dost ki ek nishani -"wo aapki aankhon me us waqt dard dekh leta hai, jab duniya aapse keh rahi hoti hai - Yaar tum MUSKURATE bahut ho
Hamari dosti ke sare ehsas le lo,Dil se pyarke sare jazbat le lo,Nahi chodenge tofan me bhi sath tumhara,Is dosti ke hazaro imtihan le lo..
DOSTI is something that no1 can hate, DOSTI is a passion we can never rate, DOSTI can happen anytime early or late, DOSTI is only medicine,without expiary date.
Doston ki judai ka gam na karna Dur rahe to b mohabbat kam na karna Agar mile zindagi ke kisi mod parTo hame dekhkar ankhein band na KARNA
Chhote se Dil k afsane bahut hai, Zindagi se zyada zakhm bahut hai, Maar dalti kab ki ye duniya. Par Dosto ki duao me Asar Bahut hai
Ek din tuzse ruth kar dekhna hai,tere manane ka andaz dekhna hai..abi to dost do pal hi sath chale hai, kab tak sath nibhaoge wo ehsas dekhana haI.
jis ko apna samjha wo hi begana nikla ham pe sitam karnay ko zamana nikla zulm karnay ki jis nay intaha kar de wo apna sinasha purana nikla
Har khusi dil k karib nahi hoti,zindgi gamo se dur nahi hoti,e dost dosti ko sanjokar rakhna,kyunki dosti har kisi ko nasib nahi hoti.
Dosti ke Rishte kanch k bane hote hain tutne par chubte he, sambhalkar rakhna inhe, kyoki ye tutne me Pal aur jodne mein Barso le lete hain