Gumah karke saza

Gumah karke saza
Gumah karke saza se darte hai, Jeher pi ke dava se darte hai. Dushmano ke sitam ka khof nahi, Hum to dosto ki vafa se darte hai.
  

Jan, 24 2012     128 chars (1 sms)     904 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dosti gazal hai gungunane ke liye,dosti nagma hai sunane ke liye. Yeh woh jazba hai jo sabko milta nahin, kyunki dil chahiya ise nibhane ke liye
Kahi Unkahi Batoon ki ada hai Dosti Har Ranjho gam ki dava hai dosti Zameen par kami hai pujne walo ki Varna is zameen par khuda hai Dosti.
Dosti ke Rishte kanch k bane hote hain tutne par chubte he, sambhalkar rakhna inhe, kyoki ye tutne me Pal aur jodne mein Barso le lete hain
Baadal garaja magar barasaat nahi aayi, Dil dhadaka magar aawaj nahi aayi, Pura din gujarane ko hai dost, kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi?
Firaq-E-Yaar Me Jo ja MilengeTo Mere Jaise Hosle Kam Milenge Jahan Sari Duniya Nigahe Fer Legi Wahan E Dost Tumhe Sirf Hum Milenge.
Ishq ek shokh nigaah hai dost, Unpe mit jaane ki ek chaah hai dost, Ishq manzil nahin, koi iraadaa bhi nahin, Jhoot ke jangal se alag, Sach ki ek raah hai dost.
Humne jab kabhi khushi mehsoos ki,Her kadam pe apki kami mahsoos ki,Door rehkar b apki dosti kam na hui,ye baat humne Dil se mahsoos ki
Khuda par bharosa hai to khuda tere sath hai, Apnon pe bharosa hai to Dua tere sath hai,Zindagi se kabhi mat harna mere Dost, Jabtak HAM tere sath hai.
Manga tha maut to zindagi de di, andhero me v roshni de di, khuda se pucha kya toofa hai mere liye, to usne hume aap ki dosti de di...
Dil ki aag ko aansuo se bujha lenge, ayegi jo yaad tumari jaam utha lenge, hamse behtar koi dost mile to btana, tumari rahon se khud ko hata lenge.
Ittefaq se hum mile, Ittefaq se aap hume pasand aaye, Ittefaq se hum dost bane, Humari dosti ab ittefaq nahi, Zindagi ki khoobsurat hakikat hai.
(D): Dastak bhi na de. (O): Or apna bana le. (S): Sanso m base jo. (T): Takdir jo saware. (I): Isi rishte ko kahte hain