Ae Zameen Ae Aasmaan By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ae zamin ae aasman itna bata
Itna bata jiske hote lut gayi
Jiske hote lut gayi kaha hai wo
Kaha hai wo kaha hai wo kaha hai wo
Kaha hai wo kaha hai wo kaha hai wo
Ae zamin ae aasman

Main aaj rote rote mar jau to tumhe kya
Duniya ki garjisho mein pis jau
To tumhe kya ha
Raste hi char jinke ujada ye aashiyana
Raste hi char jinke ujada ye aashiya
Kaha hai wo kaha hai wo kaha hai wo
Aye zamin aye aasman itna bata
Itna bata jiske hote lut gayi
Jiske hote lut gayi kaha hai wo
Kaha hai wo kaha hai wo kaha hai wo
Kaha hai wo kaha hai wo kaha hai wo
Ae zamin ae aasman

Main kon hu kaha hu kuchh bhi khabar nahi
Hindu hu ya musalma ye bhi khabar nahi
Insan hu aye malik dildar mangti hu
Main daulat nahi tumse mera pyar mangti hu

Ye mandir bhi tera ghar hai
Ye mandir bhi tera ghar hai
Ye masjid bhi tera ghar hai
Ye girija bhi tera ghar hai
Par tu bata kidhar hai tu bata kidhar hai
Tu bata kidhar hai tu bata kidhar hai

Allah hu akbar allah hu akbar
Hari om hari om hari om hari om...

Song Details
Movie
Kismat Ka Khel
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Kismat Ka Khel

Ae Zameen Ae Aasmaan
Arz Hai Aap Se
Chalo Le Chaloon Main Taron Mein
Keh Do Ji Keh Do
Kismet Ka Khel Hai (Title)
Na Bure Na Bhale Hum Garib
Tu Maane Ya Na Maane