Arz Hai Aap Se By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Arz hai aapse aapse aur aapse bhi
Khed ki baat hai apno se kahi jati hai

Balam aayega aayega
Balam aayega aayega
Balam aayega aayega chitti aayi itwar ki
Sham talak aa jayega aayega
Chitti aayi itwar ki sham talak
Aa jayega aayega

Chahe gairo ko yakin ho na ho
Mera dil kah raha tha ki aayege wo
Pehli pehal mulakat ki wo kasam
Bhulkar bhi nahi bhul payege
Balam aayega aayega
Balam aayega aayega
Chitti aayi itwar ki sham talak
Aa jayega aayega
Chitti aayi itwar ki sham talak
Aa jayega aayega

Unko bhi ek palak nind aati na thi
Dur se haye wo kitne majbur the
Is taraf mere pehlu mein ek aag thi
Is taraf mere pehlu mein ek aag thi
Us taraf unke sine me nasur thi
Balam aayega aayega
Balam aayega aayega
Chitti aayi itwar ki sham talak
Aa jayega aayega
Chitti aayi itwar ki sham talak
Aa jayega aayega

Ha aye sakhi juda kas de mera
Dhani resham ki chunri pehna de zara
Meri aankho se
Meri aankho se unko bahut pyar hai
Meri aankho me kajal laga de zara
Balam aayega aayega
Balam aayega aayega
Chitti aayi itwar ki sham talak
Aa jayega aayega
Chitti aayi itwar ki sham talak
Aa jayega aayega
Balam aayega aayega
Balam aayega aayega
Balam aayega aayega
Balam aayega aayega...

Song Details
Movie
Kismat Ka Khel
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Kismat Ka Khel

Ae Zameen Ae Aasmaan
Arz Hai Aap Se
Chalo Le Chaloon Main Taron Mein
Keh Do Ji Keh Do
Kismet Ka Khel Hai (Title)
Na Bure Na Bhale Hum Garib
Tu Maane Ya Na Maane