Keh Do Ji Keh Do By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kah do ji kah do chhupao na pyar
Kabhi kabhi aati hai jhumti bahar
Aisi jhumti bahar
Kaise kahu balma sharam ki hai baat
Kah dega chand sabse sun legi raat
Saiya, sun legi raat

Dil ki lagi hai kya tum hi batao
Jhuki jhuki ankhiyo ke parde uthao
Dil ki lagi ko taro se puchho
Bahti nadi se dharo se puchho
Jo jalte hai rato ko apni hi aag mein
Kahne vo shabnam ke hath
Kah do ji kah do chhupao na pyar
Kabhi kabhi aati hai jhumti bahar
Aisi jhumti bahar
Kaise kahu balma sharam ki hai baat
Kah dega chand sabse sun legi raat
Saiya, sun legi raat

Mausam chhede kis ke trane
Jhonke hawa ke kyu hai deewane
Madhosh hai ye sari fijaye
Pyar bhari hai in ki adaye
Ye nazaro ke taro ki barkha na puchho
Ras ki pade hai fuhar
Kah do ji kah do chhupao na pyar
Kabhi kabhi aati hai jhumti bahar
Aisi jhumti bahar
Kaise kahu balma sharam ki hai baat
Kah dega chand sabse sun legi raat
Saiya, sun legi raat...

Song Details
Movie
Kismat Ka Khel
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Kismat Ka Khel

Ae Zameen Ae Aasmaan
Arz Hai Aap Se
Chalo Le Chaloon Main Taron Mein
Keh Do Ji Keh Do
Kismet Ka Khel Hai (Title)
Na Bure Na Bhale Hum Garib
Tu Maane Ya Na Maane