Teri Pyari Pyari Surat By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Teri pyaari pyaari surat ko kisiki nazar na lage
Chashme baddoor
Teri pyaari pyaari surat ko kisiki nazar na lage
Chashme baddoor
Mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na lage
Chashme baddoor

Yoon na akele phira karo sabki nazar se dara karo
Yoon na akele phira karo sabki nazar se dara karo
Phool se zyaada nazuk ho tum chaal sambhalkar chala karo
Zulfon ko gira lo gaalon par mausam ki nazar na lage
Chashme baddoor
Teri pyaari pyaari surat ko kisiki nazar na lage
Chashme baddoor

Ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai
Ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai
Dekh ke tera roop salona chand bhi sar ko jhukata hai
Dekha na karo tum aaina kahin khud ki nazar na lage
Chashme baddoor
Teri pyaari pyaari surat ko kisiki nazar na lage
Chashme baddoor
Mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na lage
Chashme baddoor...

Song Details
Movie
Sasural
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Sasural

Apni Ulfat Pe Zamaane Ka Na Pehra Hota
Ek Savaal Main Karun
Jaana Tumhare Pyar
Kya Mil Gaya
Sata Le Aayi
Sun Le Meri Paaylo Ke Geet
Teri Pyari Pyari Surat
Ye Albela Taur