Sata Le Aayi By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Sata le eye jaha kabhi na kholenge juba
Sitam tere kabhi to beasar ho jayenge
Pukaro lakh rum na phir lautenge hum
Ke hum bhi rah ki is dhul me kho jayenge
Sata le eye jaha

Jalan dil ki to kahti hai
Ke mai uth jau mahfil se
Jalan dil ki to kahti hai
Ke mai uth jau mahfil se
Magar ummid daman ko mere
Chhodegi muskil se
Are chhodegi muskil se
Thake hare hai hum jaha tutega dum
Bichake sej angaro ki
Chupo ho so jayenge
Sata le eye jaha

Kisi ke pyar ka chanchal
Isara yad aata hai
Kisi ke pyar ka chanchal
Isara yad aata hai
Hai kal ki bat wo har har
Najara yad aata hai
Najara yad aata hai
Mera dil tod kar
Wo honge bekhabar
Thi kisko ye khabar
Wo kya se kya ho jayenge
Sata le eye jaha kabhi na kholenge juba
Sitam tere kabhi to beasar ho jayenge
Sata le eye jaha...

Song Details
Movie
Sasural
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Sasural

Apni Ulfat Pe Zamaane Ka Na Pehra Hota
Ek Savaal Main Karun
Jaana Tumhare Pyar
Kya Mil Gaya
Sata Le Aayi
Sun Le Meri Paaylo Ke Geet
Teri Pyari Pyari Surat
Ye Albela Taur