Aa, radha ke rahate ji gopiya kyu dekhe gopala
Ghar me makhan mile to bahar kyu jaye nandlala
Itni kisi ki majal kaha chhine mujhse murali wala

Gopala tere liye tufano se hum takara jayenge
Phul to kya sholo pe hum nachege gayenge
Sacha hota hai jiska pyar use milata hai murali wala

Jina mushkil kar du uska tujhse kare jo dur mujhe
Mot gawara kar sakti hu shot nahi manjur mujhe

Jisko ho vishawas usika premi par hak rahata hai
Tut ke hi rahata hai wo dil jis dil me shak rahata hai
Sacha hota hai jiska pyar use milata hai murali wala
Sacha hota hai jiska pyar use milata hai murali wala
Radha ke rahate ji gopiya kyu dekhe gopala
Ghar me makhan mile to bahar kyu jaye nandlala
Itni kisi ki majal kaha chhine mujhse murali wala
Itni kisi ki majal kaha chhine mujhse murali wala
Ho pal do pal ka pyar tera hai sath mera janmo wala
Kya degi tu usko maine tan man jivan de dala
Pal do pal ka pyar tera hai sath mera janmo wala
Kya degi tu usko maine tan man jivan de dala
Ab wo tera koi nahi jise tune dil se nikala hai
Tune bhatakata chhod diya aur maine use sambhala hai
Sacha hota hai jiska pyar use milata hai murali wala
Sacha hota hai jiska pyar use milata hai murali wala
Radha ke rahate ji gopiya kyu dekhe gopala
Ghar me makhan mile to bahar kyu jaye nandlala
Itni kisi ki majal kaha chhine mujhse murali wala
Itni kisi ki majal kaha chhine mujhse murali wala
Gopala, gopala...
Song Details
- Movie
- Majaal
- Artist
- Bappi Lahiri
- Music Directory
- Bappi Lahiri
- Music Label
- T-Series
- Singers
- Asha Bhosle, Kishore Kumar
- Lyricist
- Indeevar (Shyamalal Babu Rai)