Sharabo se kya mujhko kam
Gulabo se kya mujhko kam
Ho, sharabo se kya mujhko kam
Gulabo se kya mujhko kam
Zindagi tere, zindagi tere
Hotho ka naam,
Baharo se kya mujhko kam
Sitaro se kya mujhko kam
Baharo se kya mujhko kam
Sitaro se kya mujhko kam
Roshani teri, roshani teri
Aankho ka naam
Sharabo se kya mujhko kam
Baharo se kya mujhko kam
Jau kisi mandir me teri
Hi murat dikhati hai
Kholu koi kitab teri
Hi surat dikhati hai
Jau kisi mandir me teri
Hi murat dikhati hai
Kholu koi kitab teri
Hi surat dikhati hai
Fasano se kya mujhko kam
Tarano se kya mujhko kam
Fasano se kya mujhko kam
Tarano se kya mujhko kam
Ragini teri, ragini teri,
Bato ka naam
Sharabo se kya mujhko kam
Gulabo se kya mujhko kam
Dono jaha pakar na mile
Wo sukh tere aalingan me
Kanchan kaya dhal kar aayi
Chandani aur chandan me
Dono jaha pakar na mile
Wo sukh tere aalingan me
Kanchan kaya dhal kar aayi
Chandani aur chandan me
Duao se kya mujhko kam
Khudao se kya mujhko kam
Duao se kya mujhko kam
Khudao se kya mujhko kam
Bandagi teri, bandagi teri
Yado ka naam
Baharo se kya mujhko kam
Sitaro se kya mujhko kam
Roshani teri, roshani teri
Aankho ka naam
Sharabo se kya mujhko kam
Gulabo se kya mujhko kam
Zindagi tere, zindagi tere
Hotho ka naam...
Song Details
- Movie
- Majaal
- Artist
- Bappi Lahiri
- Music Directory
- Bappi Lahiri
- Music Label
- T-Series
- Singers
- Asha Bhosle, Kishore Kumar
- Lyricist
- Indeevar (Shyamalal Babu Rai)