Aaja Sanam Madhur Chandnee Me By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Aaja sanam madhur chandnee me
Ham tum mile toh wirane me bhee aa jayegee bahar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil
More sajan ley chal mujhe taro key par
Lagta nahee hai dil yaha
Lagta nahee hai dil yaha

Bhigee bhigee rat me, dil kaa daman tham ley
Khoyee khoyee jindagee, har dam teraa nam ley
Chand kee behkee najar, keh rahee hai pyar kar
Jindagee hai ek safar, kaun jane kal kidhar
Chand kee behkee najar, keh rahee hai pyar kar
Jindagee hai ek safar, kaun jane kal kidhar
Aaja sanam madhur chandnee me
Ham tum mile toh wirane me bhee aa jayegee bahar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil
More sajan ley chal mujhe taro key par
Lagta nahee hai dil yaha
Lagta nahee hai dil yaha

Dil yeh chahe aaj toh, badal ban udd jau mai
Dulhan jaisa aasma, dhartee par ley aau mai
Chand kaa dola saje, dhum taro me mache
Jhum key duniya kahe, pyar me do dil mile
Chand kaa dola saje, dhum taro me mache
Jhum key duniya kahe, pyar me do dil mile
Aaja sanam madhur chandnee me
Ham tum mile toh wirane me bhee aa jayegee bahar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil
More sajan ley chal mujhe taro key par
Lagta nahee hai dil yaha
Lagta nahee hai dil yaha..

Song Details
Movie
Chori Chori
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Chori Chori

Aaja Sanam Madhur Chandnee Me
All Line Clear
Jaha Mai Jati Hu Wahi Chale Aate Ho
Manbhavan Ke Ghar Jaye Gori
Panchhi Banun Udati Phirun Mast Gagan Men
Rasik Balamaa Haay Dil Kyon Lagaayaa
Tum Arabon Kaa Her Pher
Us Paar Saajan Is Paar Dhaare
Yeh Rat Bheegee Bheegee Yeh Mast Fijaye