Yeh Rat Bheegee Bheegee Yeh Mast Fijaye By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Yeh rat bheegee bheegee yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire woh chand pyara pyara
Yeh rat bheegee bheegee yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire woh chand pyara pyara

Kyo aag see laga key gumsum hain chandanee
Sone bhee nahee deta mausam kaa yeh ishara

Italatee hawa nilam sa gagan, kaliyo pe yeh behoshee kee namee
Aise me bhee kyo bechain hain dil, jivan me naa jane kya hain kamee
Kyo aag see laga key gumsum hain chandanee
Sone bhee nahee deta mausam kaa yeh ishara
Yeh rat bheegee bheegee yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire woh chand pyara pyara

Jo din key ujale me naa mila, dil dhundhe aise sapne ko
Iss rat kee jagmag me dubee, mai dhundh rahee hoo apne ko
Yeh rat bheegee bheegee yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire woh chand pyara pyara
Kyo aag see laga key gumsum hain chandanee
Sone bhee nahee deta mausam kaa yeh ishara

Aise me kahee kya koyee nahee, bhule se jo ham ko yad kare
Ek halakee see musakan se jo, sapno kaa jahan aabad kare
Yeh rat bheegee bheegee yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire woh chand pyara pyara
Kyo aag see laga key gumsum hain chandanee
Sone bhee nahee deta mausam kaa yeh ishara
Yeh rat bheegee bheegee yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire woh chand pyara pyara..

Song Details
Movie
Chori Chori
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Chori Chori

Aaja Sanam Madhur Chandnee Me
All Line Clear
Jaha Mai Jati Hu Wahi Chale Aate Ho
Manbhavan Ke Ghar Jaye Gori
Panchhi Banun Udati Phirun Mast Gagan Men
Rasik Balamaa Haay Dil Kyon Lagaayaa
Tum Arabon Kaa Her Pher
Us Paar Saajan Is Paar Dhaare
Yeh Rat Bheegee Bheegee Yeh Mast Fijaye