Manbhavan Ke Ghar Jaye Gori By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Manbhawan ke ghar jaye gori
Ghoonghat me sharmaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana

Manbhawan ke ghar jaye gori
Ghoonghat me sharmaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana

Bachpan ke din khel ganwaye
Ayi jawani to balam aaye
Bachpan ke din khel ganwaye
Aayi jawani to balam aaye
Aayi jawani to balam aaye
Tere aangan baje badhayi gori
Kyun naina chhalkaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana

Is duniya ki reet yehi hai
Reet yehi hai
Hath jo thame meet wohi hai
Meet wohi hai
Hath jo thame meet wohi hai
Ab hum to huye paraye gori
Dil tere sang jaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana

Masti bhare sawan ke jhoole
Tujh ko kasam hai jo tu bhoole
Masti bhare sawan ke jhoole
Tujh ko kasam hai jo tu bhoole
Tujh ko kasam hai jo tu bhoole
Ab ke jab wapas aaye gori
God bhari le aaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana

Manbhawan ke ghar jaye gori
Ghoonghat me sharmaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana..

Song Details
Movie
Chori Chori
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Chori Chori

Aaja Sanam Madhur Chandnee Me
All Line Clear
Jaha Mai Jati Hu Wahi Chale Aate Ho
Manbhavan Ke Ghar Jaye Gori
Panchhi Banun Udati Phirun Mast Gagan Men
Rasik Balamaa Haay Dil Kyon Lagaayaa
Tum Arabon Kaa Her Pher
Us Paar Saajan Is Paar Dhaare
Yeh Rat Bheegee Bheegee Yeh Mast Fijaye