Aankh dil ki zubaan hoti hai
Jhoot sach ka byaan hoti hai
Bhagvan hai aankhe
Saitan hai aankhe
Kamjor hai aankhe
Balwan hai aankhe
Ye jhoot nahi kahti
Parde me nahi rahti
Ye jhoot nahi kahti
Parde me nahi rahti
Har dor me insan ki pehchan hai aankhe
Har dor me insan ki pehchan hai aankhe
Bhagvan hai aankhe
Saitan hai aankhe
Kamjor hai aankhe
Balwan hai aankhe
Ye jhoot nahi kahti
Parde me nahi rahti
Ye jhoot nahi kahti
Parde me nahi rahti
Har dor me insan ki pehchan hai aankhe
Har dor me insan ki pehchan hai aankhe
Bhagvan hai aankhe
Saitan hai aankhe
Kamjor hai aankhe
Balwan hai aankhe
Sachchayi jamane me chhupi hai na chhupegi
Jab parda uthega to har ek baat khulegi
Sachchayi jamane me chhupi hai na chhupegi
Jab parda uthega to har ek baat khulegi
Mitti ka ghada le ke jo pani me chalega
Likha hai kittabo me vo bemout marega
Chahera to hai insan ka
Haiwan hai aankhe
Chehara to hai insan ka
Haiwan hai aankhe
Bhagvan hai aankhe
Saitan hai aankhe
Kamjor hai aankhe
Balwan hai aankhe
Jismo ke kharidar
Ye izat ke lutare
Choro ki tarah ye roz badalte hai chehare
Jismo ke kharidar
Ye izat ke lutare
Choro ki tarah ye roz badalte hai chehare
Dolat ke pujari hai ye
Sansar hai inka oro
Ko mitta dena hi vyopar hai inka
Mela garibi ka hai
Dhanwan hai aankhe
Mela garibi ka hai
Dhanwan hai aankhe
Bhagvan hai aankhe
Saitan hai aankhe
Kamjor hai aankhe
Balwan hai aankhe
Jangal ke darinde hai ye
Khunkhar hai yaaro
Mere hi nahi ye sab ke
Gunegar hai yaaro
Jangal ke darinde hai ye
Khunkhar hai yaaro
Mere hi nahi ye sab ke
Gunegar hai yaaro
Mujlim hai ye har julam ke
Tum inko saza do
Ye tum ko mitta te rahe
Tum inko mitta do
Inki hi innayat se to bejan hai aankhe
Inki hi innayat se to bejan hai aankhe
Bhagvan hai aankhe
Saitan hai aankhe
Kamjor hai aankhe
Balwan hai aankhe
Ye jhoot nahi kahti
Parde me nahi rahti
Ye jhoot nahi kahti
Parde me nahi rahti
Har dor me insan ki pehchan hai aankhe
Har dor me insan ki pehchan hai aankhe
Bhagvan hai aankhe
Saitan hai aankhe
Kamjor hai aankhe
Balwan hai aankhe
Ye jhoot nahi kahti
Parde me nahi rahti
Ye jhoot nahi kahti
Parde me nahi rahti
Har dor me insan ki pehchan hai aankhe
Har dor me insan ki pehchan hai aankhe
Saitan hai aankhe
Haiwan hai aankhe
Saitan hai aankhe
Haiwan hai aankhe..
Song Details
- Movie
- Aadat Se Majboor
- Artist
- Usha Khanna
- Music Directory
- Usha Khanna
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Usha Mangeshkar
- Lyricist
- Indeevar (Shyamalal Babu Rai)