Allh madat sahibe kuran rasule arabi
Meri muskil bhi ho aasan rasule arabi
Ya rehmat e alam meri mudad ko aao
Ghera hai tabahi ne tabahi se bachao
Duniya fatak ek tumahara hai sahara
Ye waqt musibat hai mera sath nibhao
Rasule pa rasule pa rasule pa rasule pa
Duniya me mere din ki pehchan tumhi ho
Har dor me insan ka emaan tumhi ho
Kalma hai tumahra insan jaha me
Kuran hi mera hai nigabaha jaha me
Dekha nahi tumsa koi rehman jaha me
Kis say pe tumhara nahi ahsan jaha me
Mere bhi gulisata ko fijao se bachao
Ya rehmat e alam meri mudad ko aao
Rasule pa rasule pa rasule pa rasule pa
Majbur duao ka sahara nahi tute
Umid ka daman mere hatho se na chhute
Oro ke liye jan ki bazi jo laga de
Aisa na ho ye shma koi aa ke bhujha de
Neki ke fariste jo jaha me na rahege
Allah ki har bat pe saitan hansege
Zinda rahe wefa duniya me hukam sunao
Ya rehmat e alam meri mudad ko aao
Rasule pa rasule pa rasule pa rasule pa
Takdir ko garbi se bachana hi padega
Haalat ko sar apna jhukana hi padega
Darbari nadi se koi khali nhi lota
Is waqt mera sath nibhana hi padega
Ujade hue is ghar ko bachana hi padega
Ujade hue is ghar ko bachana hi padega..
Song Details
- Movie
- Aadat Se Majboor
- Artist
- Usha Khanna
- Music Directory
- Usha Khanna
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Muqtida Hasan Nida Fazli