Andar ki baat hai
Malik ke hath hai
Isme mere kya kassur
Andar ki baat hai
Malik ke hath hai
Isme mere kya kassur
Mai hu aadat se majbur
Mai hu aadat se majbur
Andar ki baat hai
Malik ke hath hai
Isme mere kya kassur
Mai sodagar bada nirala
Bech ke khushyia gum lene vala
Angaro ko gale laga lu
Oro ko dekar phulo ki mala
Bita bita bachpan aayi jawani
Par na gayi meri aadat purani
Pum pram pum
Andar ki baat hai
Malik ke hath hai
Isme mere kya kassur
Jab lagti hai chot kisi ko
Dard se mera dil rota hai
Jab dekhu mai julam kisi par
Na jane mujhe kya hota hai
Khelu khelu khelu pathro se khelu
Julam kare jo jan uski lelu
Andar ki baat hai
Malik ke hath hai
Isme mere kya kassur
Apne liye to sab jite hai
Oro ki khatir ji kar dekho
Apna dukh to sab sahte hai
Oro ke aasu pi kar dekho
Sikho sikho sikho yahi tarika
Jine ka hai bas yahi salika
Pum pram pum
Andar ki baat hai
Malik ke hath hai
Isme mere kya kassur
Andar ki baat hai
Malik ke hath hai
Isme mere kya kassur
Mai hu aadat se majbur
Mai hu aadat se majbur
Andar ki baat hai
Malik ke hath hai
Isme mere kya kassur..
Song Details
- Movie
- Aadat Se Majboor
- Artist
- Usha Khanna
- Music Directory
- Usha Khanna
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Shailendra Singh
- Lyricist
- Muqtida Hasan Nida Fazli, Shailendra Singh Sodhi