Kaise Bane Dil Ki Baat from Faraar Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Kaise bane dil ki baat haay
Main bhi deewana
Dil bhi deewana
Dega kaise koi saath haay
Main bhi deewana
Dil bhi deewana

Sun to lo dilruba
Kah rahaa hai pyaar kya
Tum wahaan ham yahaan
Phir base sansaar kyaa
Haath mein do mera haath
Main bhi deewana dil bhi deewana
Kaise bane dil ki baat haay
Main bhi deewana dil bhi deewana

Honth par hain nahin
Nazron mein hain ikraar bhhi
Ishq ki raahon mein
Phool bhi hai khaar bhi
Dekho kahaan beete raat
Main bhi deewana dil bhi deewana
Kaise bane dil ki baat haay
Main bhi deewana dil bhi deewana

Chal paden, chal paden
Ab dhoop kyaa hai chhaon kya
Lut gaye, lut gaye
Kya chaal apni daaon kya
Kele binaa khayi maat
Main bhi deewana dil bhi deewana
Kaise bane dil ki baat haay
Main bhi deewana dil bhi deewana...

Song Details
Movie
Faraar
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lyricist
Kaifi Azmi

Other Lyrics from Faraar

Dil E Nadan
Kaise Bane Dil Ki Baat
Log Peete Hain
Pyar Ki Dastan

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)