Parbaton Ke Pedon Par from Shagoon Movie (Mohammed Zahur Khayyam)

Parbaton ke pedon par shaam ka basera hai
Parbaton ke pedon par shaam ka basera hai

Suramayi ujala hai, champayi andhera hai
Suramayi ujala hai, champayi andhera hai

Dono waqt milate hai do dilo ki surat se
Dono waqt milate hai do dilo ki surat se

Aasma ne khush hokar rang saa bikheraa hai
Aasma ne khush hokar

Thahare thahare paani me git sar saraate hai
Thahare thahare paani me git sar saraate hai

Bhige bhige jhoko me khushbu o ka dera hai
Bhige bhige jhoko me khushbu o ka dera hai
Parbaton ke pedon par

Kyo na jazb ho jaae is haseen nazaare me
Kyo na jazb ho jaae is haseen nazaare me

Roshani ka jhuramat hai mastiyo ka ghera hai
Roshani ka jhuramat hai mastiyo ka ghera hai
Parbaton ke pedon par

Ab kisi nazaare ki dil ko aarzu kyo ho
Ab kisi nazaare ki dil ko aarzu kyo ho
Jab se pa liya tum ko sab jahaan mera hai

Jab se pa liya tum ko sab jahaan mera hai
Parbaton ke pedon par shaam ka basera hai
Parbaton ke pedon par...

Song Details
Movie
Shagoon
Artist
Mohammed Zahur Khayyam
Music Directory
Mohammed Zahur Khayyam
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Shagoon

Bujha Diye Hain
Gori Sasural Chali
Itne Kareeb Aake
Parbaton Ke Pedon Par
Tum Apna Ranjo Gum
Tum Chali Jaogi
Ye Raat Bahut Rangin Sahi
Zindagi Zulm Sahi

Other popular Lyrics by Mohammed Zahur Khayyam

Rut Jawan Jawan Raat Mehrbaan (Aakhri Khat)
Aur Kuchh Der Thahar (Aakhri Khat)
So Jaa Mere Pyaare So Jaa (Foot Path)
Bin Bulaye Hum (Ahista Ahista)
Mere Chanda Mere Nanhe (Aakhri Khat)
Kai Saal Pehle (Ahista Ahista)
Ab Charaghon Ka Koi (Baawri)
Najariya Teer Chalaye (Bepanaah)
Simti Hui Yeh Ghadiyan (Chambal Ki Kasam)
Na Jane Kya Hua (Dard: Conflict Of Emotions)