Ye raat bahut rangin sahi
Ye raat bahut rangin sahi
Is rat me gam ka zahar bhi hai
Nagmo ki khanak mein uljhi hui
Fariyado puva ki lehar bhi hai
Ye raat bahut rangin sahi
Tum raksh karo main sher padu
Matlab to hai kuch khairat mile
Is gavo ke bachcho ki khatir
Kuch sikho ki saugat mile
Lekin is phiki daulat se
Kitne bachche pad sakte hai
Ilam aur adab ki manjil ke
Kitne sine chad sakte hai
Ye raat bahut rangin sahi
Is rat mein gam ka zahar bhi hai
Ye raat bahut rangin sahi
Daulat ki kami iasi to nahi
Phir bhi gurbat ka raz hai kyu
Sikke to hajaro dhal dhal kar
Tatkal se bahar aate hai
Kin waro mein kho jate hai
Kin pardo mein chhup jate hai
Ye raat bahut rangin sahi
Is rat me gam ka zahar bhi hai
Nagmo ki khanak mein uljhi hui
Fariyado puva ki lehar bhi hai
Ye raat bahut rangin sahi...
Bujha Diye Hain |
Gori Sasural Chali |
Itne Kareeb Aake |
Parbaton Ke Pedon Par |
Tum Apna Ranjo Gum |
Tum Chali Jaogi |
Ye Raat Bahut Rangin Sahi |
Zindagi Zulm Sahi |