Kai sal pahle, kai sal pahle
Ye din raat the jab sunhare ruphale
Kai sal pahle, kai sal pahle
Ye din raat the jab sunhare ruphale
Isi sahar ke hasi raste per
Chamkate huye motiyo jaise do ghar
Khuli khidkiyo se badi sokiyo se
Bahut bate kerte the mil jul ke aksar
Kai sal pahle, kai sal pahle
Ye din raat the jab sunhare ruphale
Kai sal pahle, kai sal pahle
Ye din raat the jab sunhare ruphale
Isi sahar ke hasi raste per
Humare hi jaisa kahi ek tha ghar
Jo pariyo ki bate sunata tha aksar
Kabhi dhup banker kabhi chand banker
Kai sal pahle, kai sal pahle
Ye din raat the jab sunhare ruphale
Ussi ek ghar ki khuli chat per aaker
Koi gora gora sa
Koi gora gora sa
Kush rang manjar
Bahut chedta tha hume chup chupaker
Vahi bola bala sa gudde baraber
Vo chota sa ladka tha tum to nahi
Hum nahi vo
Na tum ho na hum hai to kaun the vo
Vo chota ladka yakinan hum hi hai
Vo choti ladki yakinan hum hi the
Hum hi hai hum hi the..
Bin Bulaye Hum |
Hum Ko Mile |
Jab Kabhi Khwab |
Kabhi Kisi Ko |
Kai Saal Pehle |
Maana Teri Nazar |
Nazar Se Phool |