Deewane Na Ja Re from Jantar Mantar Movie (Sardar Malik)

Kehti hai tujhse shokh haseena
Kehti hai tujhse shokh haseena
Masti ka aalam thanda mahina
Zulfo ke badal ankho ki mina
Pyar milega aisa kahi na
Haye haye deewane na ja re
Deewane na ja re deewane na ja
Deewane na ja re deewane na ja re
Deewane na ja

Mai mastani bago ki rani
Jiwan ko mehkau chod de vo to
Jam ka pina naino se jisko pilau
Bijli kya hai mera ishara
Jab cahhu chamkau
Meri hasi pe kitna jadu theher
Zara diklau theher zara dikhlau
Deewane deewane na ja re
Deewane na ja re deewane na ja
Na ja re na ja
Deewane deewane na ja re
Deewane na ja re deewane na ja

Teri khatir ankho me kajra hatho
Memehndi rachai mathe pe chamkili
Bindiya odh chunariya aai
Jeet le jo bhi dil ko
Mere le jaye sari khudai
Pyar ki moj me behti jau tham
Le merei kalai tham le meri kalai

Deewane deewane na ja re
Deewane na ja re deewane na ja
Deewane deewane na ja re
Deewane na ja re deewane na ja...

Song Details
Movie
Jantar Mantar
Artist
Sardar Malik
Music Directory
Sardar Malik
Music Label
Saregama
Singers
Suman Kalyanpur
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Jantar Mantar

Deewane Na Ja Re
Ek Diwana Aayega
Jaanewale Laut Ke Aana
Jadu Dekhe Tone Dekhe
Kya Kahe Tujhse Mohabbat Ho Gayi
Yu Na Hame Dekhiye

Other popular Lyrics by Sardar Malik

Tera Shukriya (Abe-Hayat)
Qismat Mein (Chor Bazar)
Bahaaron Ki Duniya (Laila Majnu)
Yeh Duniya Ke Mele Magar (Chor Bazar)
Aa Ja Hai Tera Intezar (Abe-Hayat)
Tere Dar Pe Aaya Hoon (Chor Bazar)
Dekh Lee Ae Ishq (Laila Majnu)
Mera Dil Meri (Abe-Hayat)
Naachoon Re Gaaun (Abe-Hayat)
Chalta Rahe Yeh Karwa (Chor Bazar)