Ek Diwana Aayega from Jantar Mantar Movie (Sardar Malik)

Ek deewana aayega ek mastana
Aayega
Ek deewana aayega ek mastana
Aayega
Nain mila ke muskura ke
Dur kahi le jayega ek deewana

Dil hai ghayal dard pagal
Shokh ada to kehti hai acha
Dil hai ghayal dard pagal
Shokh ada to kehti hai
Laat ye kali jhumne wali
Khoi khoi rehti hai
Ek sitamgar jan se pyara
Dil se phir na jayega
Ek deewana aayega ek mastana
Aayega
Nain mila ke muskura ke
Dur kahi le jayega ek deewana

Mai albaili phool chamali
Palko me bich chupa lungi
Mai albaili phool chamali
Palko me bich chupa lungi
Bin badra ki hu mai bijli
Chand gale se laga lungi
Ek chakora pyar ka bhora
Dil se dil takrayega
Ek deewana aayega ek mastana
Aayega
Nain mila ke muskura ke
Dur kahi le jayega ek deewana

Din to pyasa rat milan ki
Aaj khushi ka thikana kya
Din to pyasa rat milan ki
Aaj khushi ka thikana kya
Khich na laye jo kisi ko
Pyar bhara vo tarana kya
Jalne wala dil jalega aag me
Aag lagyega

Ek deewana aayega ek mastana
Aayega
Ek deewana aayega ek mastana
Aayega
Nain mila ke muskura ke
Dur kahi le jayega ek deewana...

Song Details
Movie
Jantar Mantar
Artist
Sardar Malik
Music Directory
Sardar Malik
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Kamal Barot
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Jantar Mantar

Deewane Na Ja Re
Ek Diwana Aayega
Jaanewale Laut Ke Aana
Jadu Dekhe Tone Dekhe
Kya Kahe Tujhse Mohabbat Ho Gayi
Yu Na Hame Dekhiye

Other popular Lyrics by Sardar Malik

Bahaaron Ki Duniya (Laila Majnu)
Qismat Mein (Chor Bazar)
Tera Shukriya (Abe-Hayat)
Aa Ja Hai Tera Intezar (Abe-Hayat)
Dekh Lee Ae Ishq (Laila Majnu)
Tere Dar Pe Aaya Hoon (Chor Bazar)
Yeh Duniya Ke Mele Magar (Chor Bazar)
Chalta Rahe Yeh Karwa (Chor Bazar)
Huyi Yeh Humse Nadani (Chor Bazar)
Mera Dil Meri (Abe-Hayat)