Jaanewale Laut Ke Aana from Jantar Mantar Movie (Sardar Malik)

Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Chand ka chehra fika pad gaya
Aana aakr fir chamkana
Jane wale

Gam ki ghataye gehri gehri
Aaj hawa bhi thehri thehri
Sans fiza ki dhimi dhimi
Ankh humari bhigi bhigi
Madham tare ashk humare
In ashko ka bhag jagana

Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Chand ka chehra fika pad gaya
Aana aakr fir chamkana
Jane wale

Dil ki tamanna dubi dubi
Pyar ki mehfil suni suni
Nind humari ruthi ruhti
Rehne lagi hu khoi khoi
Gum sum hote ban gaye shole
In sholo me phool khilana
Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Chand ka chehra fika pad gaya
Aana aakr fir chamkana
Jane wale...

Song Details
Movie
Jantar Mantar
Artist
Sardar Malik
Music Directory
Sardar Malik
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Jantar Mantar

Deewane Na Ja Re
Ek Diwana Aayega
Jaanewale Laut Ke Aana
Jadu Dekhe Tone Dekhe
Kya Kahe Tujhse Mohabbat Ho Gayi
Yu Na Hame Dekhiye

Other popular Lyrics by Sardar Malik

Tera Shukriya (Abe-Hayat)
Qismat Mein (Chor Bazar)
Bahaaron Ki Duniya (Laila Majnu)
Yeh Duniya Ke Mele Magar (Chor Bazar)
Aa Ja Hai Tera Intezar (Abe-Hayat)
Tere Dar Pe Aaya Hoon (Chor Bazar)
Dekh Lee Ae Ishq (Laila Majnu)
Mera Dil Meri (Abe-Hayat)
Naachoon Re Gaaun (Abe-Hayat)
Chalta Rahe Yeh Karwa (Chor Bazar)