Ladi Re Ladi from Shola Aur Shabnam Movie (Mohammed Zahur Khayyam)

Ladi re ladi tujhse aankh jo ladi
Ladi re ladi tujhse aankh jo ladi
Badi mushqil padi
Zara sun baalmaa
Main to kab se khadi
Leke dil jaalima
Hoy
Ladi re ladi tujhse aankh jo ladi
Badi mushqil padi
Zara sun baalmaa
Main to kab se khadi
Leke dil jaalima
Hoy

Jaao jaao akdo babuji kisi aur se
Baandh ke main rakh loongi
Nainon waali dor se
Jaao jaao akdo babuji kisi aur se
Baandh ke main rakh loongi
Nainon waali dor se
Saun baalmaa
Sun jaalimaa
Nainon waali dor se
Ladi re ladi tujhse aankh jo ladi
Badi mushqil padi
Zara sun baalmaa
Main to kab se khadi
Leke dil jaalima
Hoy

Thukraake yoon na jaao
Bada dukh paaoge
Aayegi jo yaad meri
Khinche chale aaoge
Thukraake yoon na jaao
Bada dukh paaoge
Aayegi jo yaad meri
Khinche chale aaoge
Sun baalmaa
O jaalimaa
Khinche chale aaoge
Ladi re ladi tujhse aankh jo ladi
Badi mushqil padi
Zara sun baalmaa
Main to kab se khadi
Leke dil jaalima
Hoy

Thaam liyaa haath tera
Sainyya kaise chhootegaa
Dilon waalaa naataa hai
Ye naata nahin chhootegaa
Thaam liyaa haath tera
Sainyya kaise chhootegaa
Dilon waalaa naataa hai
Ye naata nahin chhootegaa
Sun baalmaa
Sun jaalimaa
Naataa nahin tootegaa
Ye naata nahin chhootegaa
Ladi re ladi tujhse aankh jo ladi
Badi mushqil padi
Zara sun baalmaa
Main to kab se khadi
Leke dil jaalima
Hoy...

Song Details
Movie
Shola Aur Shabnam
Artist
Mohammed Zahur Khayyam
Music Directory
Mohammed Zahur Khayyam
Music Label
T-Series
Singers
Jagjeet Kaur
Lyricist
Prem Dhawan

Other Lyrics from Shola Aur Shabnam

Agar Dil Dil Se Takraye
Jane Kya Dhoondti Rahti
Jeet Hi Lenge Baazi
Ladi Re Ladi
Pehle To Ankh Milana
Phir Wohi Saawan Aaya

Other popular Lyrics by Mohammed Zahur Khayyam

Rut Jawan Jawan Raat Mehrbaan (Aakhri Khat)
Aur Kuchh Der Thahar (Aakhri Khat)
So Jaa Mere Pyaare So Jaa (Foot Path)
Bin Bulaye Hum (Ahista Ahista)
Mere Chanda Mere Nanhe (Aakhri Khat)
Kai Saal Pehle (Ahista Ahista)
Ab Charaghon Ka Koi (Baawri)
Najariya Teer Chalaye (Bepanaah)
Simti Hui Yeh Ghadiyan (Chambal Ki Kasam)
Na Jane Kya Hua (Dard: Conflict Of Emotions)