Najariya Teer Chalaye from Bepanaah Movie (Mohammed Zahur Khayyam)

Jai bolo jai bolo bolo
Jai jai bhole nath
Jai bolo jai bolo bolo
Jai jai bhole nath
Hum bole ji bam bam bhole

Nazariya tir chalaye aaha
Kamariya so balkhaye oo ho
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ho, jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye

Na tum ho tum na mai hu mai
Huyi hai halat ye kaisi
Tumhara chehara hai mujhsa
Meri surat hai tum jaisi
Nazariya tir chalaye aaha
Kamariya so balkhaye oo ho
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye

Mai sagar hu tum nadiya ho
Hamara mel jaruri hai
Bina sagar ke dharti par
Har ek nadiya adhuri hai
Nazariya tir chalaye aaha
Kamariya so balkhaye oo ho
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye
Haye, haye haye kya balkhaye

Nashila madhma ka mosam
Gulabi aag udata hai
Tumhara rup nadi jaisa
Sulagati pyas jagata hai
Tumhari pyas bhujane ko
Mai badali ban ke lahrau
Ho jaise badal me pani
Mai tum se aisi jud jau

Nazariya tir chalaye aaha
Kamariya so balkhaye oo ho
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ho, jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye..

Song Details
Movie
Bepanaah
Artist
Mohammed Zahur Khayyam
Music Directory
Mohammed Zahur Khayyam
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist
Muqtida Hasan Nida Fazli

Other Lyrics from Bepanaah

Duniya Hai Meri Baaho Me
Jeevan Maran Ke Ghere Me
Mujhe Ek Baat Kehni Hai
Najariya Teer Chalaye
Taaqat Hai Jiske Paas

Other popular Lyrics by Mohammed Zahur Khayyam

Rut Jawan Jawan Raat Mehrbaan (Aakhri Khat)
Aur Kuchh Der Thahar (Aakhri Khat)
So Jaa Mere Pyaare So Jaa (Foot Path)
Bin Bulaye Hum (Ahista Ahista)
Mere Chanda Mere Nanhe (Aakhri Khat)
Kai Saal Pehle (Ahista Ahista)
Ab Charaghon Ka Koi (Baawri)
Najariya Teer Chalaye (Bepanaah)
Simti Hui Yeh Ghadiyan (Chambal Ki Kasam)
Na Jane Kya Hua (Dard: Conflict Of Emotions)