Aane Do Ab Zubaan Par from Swati Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Aane do
Aane do ab zuba pe dil ki khaniyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Aane do
Aane do ab zuba pe dil ki khaniyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Aane do aane do

Ho kaise bayaj ba se ye dil ki dasta ho
Ho kaise bayaj ba se ye dil ki dasta ho
Ho itna bhut hai mujhko tum mujhpe meharba ho
Kuch naam de do
Kuch naam de do apni in meharbaniyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Aane do
Aane do ab zuba pe dil ki khaniyo ko

Maine kasam uthake wade kai kiye hai
Oo maine kasam uthake wade kai kiye hai
Is dil ke shok tumko tohfe kai diye hai
Tohfe kai diye hai, tohfe kai diye hai
Rakhna sambhal ke
Rakhna sambhal ke tum meri nishaniyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Aane do ab zuba pe dil ki khaniyo ko

Mai ab na ji sakunga tum bin ye yaad rakhna
Oo mai ab na ji sakunga tum bin ye yaad rakhna
Dil to laga rahe ho lekin ye yaad rakhna
Lekin ye yaad rakhna, dil se laga ke
Dil se laga ke rakhte hai dil ke janiyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Aane do
Aane do ab zuba pe dil ki khaniyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko
Aane do aane do aane do aane do
Aane do ane do aane do aane do...

Song Details
Movie
Swati
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Asha Bhosle, Manhar Udhas
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Swati

Aane Do Ab Zubaan Par
Hindi Boli Urdu Boli
Jannat Ka Khuab Hoon
Main Tere Saath Hoon
Shaadi Mubarak

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)