Hindi Boli Urdu Boli from Swati Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Hindi boli urdu boli
Hindi boli urdu boli angregy me samjhaaya
Prem pheli ka matlab teri samjh me na aaya
Kya karu haye mai kya karu, haye mai kya karu
Haye mai kya karu, arey
Hindi boli urdu boli angregy me samjhaaya
Prem pheli ka matlab teri samjh me na aaya
Arey baba kya karu, haye mai kya karu
Haye mai kya karu, haye mai kya karu

Sundar ho tum chanchal ho
Sundar ho tum chanchal ho
Koyal ho tum bulbul ho
Aye tum tum kya ho tum pagal ho
Mai bijli hu tum badal ho
Maine aag lgayi tumne aag pe pani chhidkaya
Prem pheli ka matlab teri samjh me na aaya
Kya karu, haye mai kya karu
Kya karu, haye mai kya kya karu

Naam ke bade khiladi ho hoye hoye
Dil ke magar anadi ho
Naam ke bade khiladi ho dil ke magar anadi ho
Arey arey arey arey arey lipat rahi ho kyu mujhse
Ladki ho ya sadi ho
Teri isi ada par to mera diwana dil aaya
Prem pheli ka matlab teri samjh me na aaya
Kya karu, haye mai kya karu
Haye mai kya karu, haye mai kya karu

Pyar me kya karte hai
Pyar me kya kya karte hai
Kya kya pyar mujhe kar ke bata
Pyar me kya karte hai na
Aur karu kya kya na kiya
Lekin tumko kuch na huya
Lekin tumko kuch na huya
Angdayi li hoth dbaye
Angdayi li hoth dbaye
In julfo ko bikhraya
Prem pheli ka matlab
Arey meri samjh me ab aaya
Arey kya karu bol ab kya karu
Ha ha kya karu bol ab kuch karu
Mai kya karu haye mai kya karu
Haye mai kya karu haye mai kya karu...

Song Details
Movie
Swati
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki), S. P. Balasubrahmanyam
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Swati

Aane Do Ab Zubaan Par
Hindi Boli Urdu Boli
Jannat Ka Khuab Hoon
Main Tere Saath Hoon
Shaadi Mubarak

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)