Yeh Duniya Rail Niraali from Payal Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Ye duniya rail nirali
Bin pahiye chalne vali
Nit utare or nit chade musafir
Kabhi na ho ye khali

Ye duniya rail nirali
Bin pahiye chalne vali
Nit utare or nit chade musafir
Kabhi na ho ye khali
Ye duniya rail nirali

Kon dikhata isko jhandi
Kon bajata siti
Kon dikhata isko jhandi
Kon bajata siti
Arey musafir tu kya jane
Kon hai iska t.t
Arey musafir tu kya jane
Kon hai iska t.t
Ye chuk chuk chuk chale nahi
Roke se rukne vali

Ye duniya rail nirali
Bin pahiye chalne vali
Nit utare or nit chade musafir
Kabhi na ho ye khali
Ye duniya rail nirali

Dhan valo ka darja pahela
Apna ek soo gyarah
Thirad class bhai
Dhan valo ka darja pahela
Apna ek soo gyarah
Hasi khushi mil jul kar baithe
Bana rahe bhai chara
Arey bandhu bana rahe bhai chara
Hum sab hai pankha pacheru
Or ye rail hamari dali

Ye duniya rail nirali
Bin pahiye chalne vali
Nit utare or nit chade musafir
Kabhi na ho ye khali...

Song Details
Movie
Payal
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Payal

Aye Meri Maut
Chalo Chale Re Sajan
Jaa Re Saanwale Salone
Jaago Aur Jagaao
Jhooki Jhooki Ankhiya
Maa O Devi Maa
Maidan Me Hum Jo Aa Jaaye
Yeh Duniya Rail Niraali

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)