Chand Ghatne Laga from Shart Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Chand ghatne laga raat dhalne lagi
Aarzu mere dil ki machalane lagi
Chand ghatne laga raat dhalne lagi
Aarzu mere dil ki machalane lagi

Meri nindiya se bojhal
Ye ankhiya kahe pas baitho jara
Kuchh kahe kuchh sune
Thandi thandi hawa ab to chalane lagi
Aarzu mere dil ki machalane lagi
Chand ghatne laga raat dhalne lagi
Aarzu mere dil ki machalane lagi

Raat jati hai jholi mein tare liye
Rah takte hai par hum tumhare liye
Soyi soyi kali aankh malne lagi
Aarzu mere dil ki machalane lagi
Chand ghatne laga raat dhalane lagi
Aarzu mere dil ki machalane lagi

Deep taro ke bujhne se pahle sanam
Aaj kahna hai jo kuchh bhi kahle sanam
Aag sulagi hui dekh jalne lagi
Aarzu mere dil ki machalane lagi
Chand ghatne laga raat dhalane lagi
Aarzu mere dil ki machalane lagi
Chand ghatne laga raat dhalane lagi
Aarzu mere dil ki machalane lagi
Chand ghatne laga raat dhalne lagi
Aarzu mere dil ki machalane lagi...

Song Details
Movie
Shart
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Shart

Ae Mere Chaman Mein
Chala Kaafila Pyar Ka
Chand Ghatne Laga
Dekho Wo Chand Chhupake
Dil Mera Hai Deewana
Jana Na Chhod Ke
Mere Hamsafar Tujhe Kya Khabar
Mohabbat Mein Meri Tarah
Na Ye Chand Hoga
Piya Main To Huyi Bawari

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)